ページの画像
PDF
ePub

followed Jesus from Galilee, ministering unto him;

56 Among which was Mary Magdalene, and Mary the mother of James and Joses, and the mother of Zebedee's children.

57 When the even was come, there came a rich man of Arimathea, named Joseph, who also himself was Jesus' disciple:

58 He went to Pilate, and begged the body of Jesus. Then Pilate commanded the body to be delivered.

59 And when Joseph had taken the body, he wrapped it in a clean linen cloth,

60 And laid it in his own new tomb, which he had hewn out in the rock and he rolled a great stone to the door of the sepulchre, and departed.

61 And there was Mary Magdalene, and the other Mary, sitting over against the sepulchre.

62 Now the next day, that followed the day of the preparation, the chief priests and Pharisees came together unto Pilate, 63 Saying, Sir, we remember that that deceiver said, while he was yet alive, After three days I will rise again.

64 Command therefore that the sepulchre be made sure until the third day, lest his disciples come by night, and steal him away, and say unto the people, He is risen from the dead: so the last error shall be worse than the first,

us kí khidmat karti đi thín, dúr se dekhtí thín.

56 Mariyam Majdaliya, aur Yaqub aur Yosá kí má Mariyam, aur Zibidí ke laṛkon kí má, unhen men thin.

57 Jab shám húí Aramatiya ká ek daulatmand shakhs, jis ká nám Yusuf thá, aur wuh bhí sá ká shágird thá, áyá:

58 Us ne Pilátus pás ákar sá kí lásh mángí. Tab Pilátus no hukm kiyá, ki lásh use sompí jáwe.

59 Yusuf ne lásh ko leke sútí pák chadar se kafnáyá,

60 Aur use apní qabr men, jo us ne patthar men khudwáyá thá, rakhá: aur ek bhárí patthar qabr ke muuh par dhalkáke chalá gaya.

61 Aur Mariyam Majdaliya, aur disri Mariyam qabr ke sámhne wahan baithín thín.

62 Ab dúsre roz, jo tahaiya ke din ke bad thú, sab sardár kahin, aur Farísí ekthe hoke Pilátus pás áye,

63 Aur kahá, ki Ķhudáwand, hamen yad hai, ki wuh daghábáz, apne jite jí kahtá thá, ki Mais tín din píchhephir uthúngá.

64 Isliye hukm kar, ki tísre din tak qabr kí hifázat kí jáwe, aisá na ho, ki us ke shagird rát ko ake use churá lejáwen, aur khalq se kahen ki wuh marke jí uthá: ki yih pichhlí khatá pahle se badtar hogi.

65 Pilate said unto them, Ye have a watch: go your way, make it as sure as ye can. 66 So they went, and made the sepulchre sure, sealing the stone, and setting a watch.

CHAPTER XXVIII. 1 In the end of the sabbath, as it began to dawn toward the first day of the week, came Mary Magdalene and the other Mary to see the sepulchre,

2 And, behold, there was a great earthquake: for the angel of the Lord descended from heaven, and came and rolled back the stone from the door, and sat upon it.

3 His countenance was like lightning, and his raiment white

[blocks in formation]

65 Pilátus ne un se kahá, ki Rakhwále tumháre pás hain, jáo, tá maqdúr hifázat karo. 66 We gaye, aur rakhwále bithlake, aur pathar par muhr karke, qabr kí hifázat kí.

ATHAISWAN BAB. 1 Sabt kí rát, jab hafte ke pahle din phatne lage, Mariyam Majdaliya aur dúsrí Mariyam qabr ko dekhne áín.

2 Aur dekho, ki bará bhánchál áyá: is liye ki Khudáwand ká firishta ásmán se názil húá, aur áke us patthar ko qabr par se dhalkákar us par baitha.

3 Us ká chihra bijlí sí, aur us ká libás jaise barf sufed thá :

4 Aur us ki haibat se sab rakhwále kamp gaye, aur aise húe, jaise mar gaye.

5 Aur firishta randíon se kahne laga, ki Tum mat daro: ki main jántá hún, tum ṛsá ko, jo salib par khenchá gayá thá, dhúnḍhtiyán ho.

6 Wuh yahan nahín hai: isliye, ki jaisá us ne kahá thá, uṭhá hai. Idhar áo, us jagah ko, jaháp Khudáwand pará thá, dekho.

7 Aur jald jákar us ke shágirdon se kaho, ki wuh marke jí utha hai; aur dekho, ki wuh tum se áge Jalil ko játá hai; use tum wahan dekhoge: dekho, main ne tumhen jatáyá.

8 We jald qabr par se, dhashat

from the sepulchre with fear and great joy; and did run to bring his disciples word.

9 And as they went to tell his disciples, behold, Jesus met them, saying, All hail. And they came and held him by the feet, and worshipped him.

10 Then said Jesus unto them, Be not afraid: go tell my brethren, that they go into Galilee, and there shall they see me.

11 Now when they were going, behold, some of the watch came into the city, and shewed unto the chief priests all the things that were done.

12 And when they were assembled with the elders, and had taken counsel, they gave large money unto the soldiers,

13 Saying, Say ye, His disciples came by night, and stole him away while we slept.

14 And if this come to the governor's ears, we will persuade him, and secure you.

15 So they took the money, and did as they were taught: and this saying is commonly reported among the Jews until this day,

16 Then the eleven disciples went away into Galilee, into a mountain where Jesus had appointed them.

17 And when they saw him, they worshipped him but some doubted.

aur bari khushí ke sáth, rawána hokar us ke shagirdon ko khabar dene daurín.

9 Aur jab us ke shágirdon ko khabar dene chali játí thín, dekho, ki sá unhen milá, aur bolá, ki Salám. Aur unhon ne daur ke us ke qadam pakṛe, aur use sijda kiyá.

10 Tab sá ne unhen kahá, Mat daro: jáo mere bháíon se kaho, ki Jalíl ko jáwen, aur we mujhe wahan dekhenge.

ne

11 Ab jis waqt ki we chalí játí thín, dekho, ki kaíon ne rakhwálon men se, shahr men ákar sardár káhinon ko sab kuchh ki húá thá, kahá.

12 Aur we sab mashaikh ke sath jamą húe, aur mashwarat karke un sipáhíon ko bahut se rúpiye diye,

13 Aur kahá, ki Tum kaho, ki us ke shagird rát ko, jab ham so gaye the, áke use churá le gaye.

14 Aur agar yih hákim ke kán tak pahunche, ham use báwar karwáenge, aur tumhen bechain na hone denge.

15 Chunánchi unhon ne rupiye lekar jaisá sikhaye gaye the, waisá hí kiya: Aur yih bát áj tak Yihúdon men mashhúr hai.

16 Tab we gyárah shágird Jalil ko, us paháṛ kí taraf jah án Isá ne unhen farmáyá thá, gaye.

17 Aur jab unhon ne use dekhá, us kí parastish kí: par báze shakk laye.

18 And Jesus came and spake unto them, saying, All power is given unto me in heaven and in earth.

19 Go ye therefore, and teach all nations, baptizing them in the name of the Father, and of the Son, and of the Holy Ghost. 20 Teaching them to observe all things whatsoever I have commanded you: and, lo, I am with you alway, even unto the end of the world. Amen.

18 ¶ Aur Isá un ke pás áyá, aur un se yún kahá, ki Asmán aur zamín par sárá ikhtiyár mujhe diyá gaya hai..

19 Isliye tum jáo, aur sab qaumon ko murid karke unhen Báp, aur Bete, aur Rúh i Quds ke nám se istibágh karo:

20 Aur unhen sikhláo, ki un sab báton ko, jo main ne tumhen farmáín, hifz karen: aur dekho, ki main jahán kí intibá tak, har roz tumháre sáth hún. Amín.

THE GOSPEL ACCORDING TO ST. MARK.

CHAPTER. I.

1 The beginning of the Gospel of Jesus Christ, the Son of God;

2 As it is written in the prophets, Behold, I send my messenger before thy face, which shall prepare thy way before thee.

3 The voice of one crying in the wilderness, Prepare ye the way of the Lord, make his paths | straight.

4 John did baptize in the wilderness, and preach the baptism | of repentance for the remission of sins.

5 And there went out unto him all the land of Judea, and they of Jerusalem, and were all baptized of him in the river of Jordan, confessing their sins.

6 And John was clothed with camel's hair, and with a girdle of a skin about his loins; and he did eat locusts and wild honey;

7 And preached, saying, There cometh one mightier than I after

MARQUS KI INJI ́L.

PAHLA BAB.

1 Khuda ke Farzand Įsá Masih kí Injil ká shurú;

2 Jaisa ki Paighambaron kí kitábon men likhá gaya hai, ki Dekh, main apne khabardenewále ko tere áge bhejtá hún, jo terí ráh ko tere áge taiyár karegá.

3 Jangal men ek pukárnewale kí áwáz hai, ki Ķhudáwand ke liye ráh taiyár karo, aur us ke rastou ko durust karo.

4 Jangal men Yahiya ghusl detá thá, aur gunáhon kí muafi ke liye tauba ke ghusl kí khabar detá thá.

5 Aur Yahudiya ke sáre mulk aur Aurshalím ke rahnewále us ke pás nikle chale játe the, aur sab ke sab Ardan ke daryá men apne gunáhon ká iqrár kar karke, us se ghusl páte the.

6 Aur Yahiyá kí poshák únton ke bálon kí thí, aur us kí kamar par chamre ká kamarband thá; aur wuh tiddi aur janglí shahd khátá thá.

7 Aur wuh khabar de dekar kahtá thá, ki Mere píchhe mujh

« 前へ次へ »