ページの画像
PDF
ePub
[blocks in formation]

your way into the village over against you and as soon as ye be entered into it, ye shall find a colt tied, whereon never man sat; loose him, and bring him.

3 And if any man say unto you, Why do ye this? say ye that the Lord hath need of him; and straightway he will send him hither.

4 And they went their way, and found the colt tied by the door without in a place where two ways met; and they loose him.

5 And certain of them that stood there said unto them, What do ye loosing the colt?

6 And they said unto them even as Jesus had commanded: and they let them go.

7 And they brought the colt to Jesus, and cast their garments on him; and he sat upon him. 8 And many spread their garments in the way; and others cut down branches off the trees, and strawed them in the way. 9 And they that went before, and they that followed, cried, saying, Hosanna; Blessed is he that cometh in the name of the Lord:

10 Blessed be the kingdom of our father David, that cometh in the name of the Lord, Hosanna in the highest.

11 And Jesus entered into Jerusalem, and into the temple: and when he had looked round

sámhne ke ganw men jáo: aur us men pahunchtehí tum ek gadhe ká bachcha bandhá húá páoge, jis par koí na charhá; use kholkar le áo.

3 Aur agar koi tumhen kahe, ki Tum yih kya karte ho? to kahiyo, ki Khudáwand ko is kí darkár hai; aur wuh usiwaqt use bhej degá.

4 Tab we gaye, aur us bachche ko darwáze ke nazdík báhar, jahán do ráhen miltí thín, páyá; aur use kholá.

5 Aur un men se bázon ne, jo wahán khare the, unhen kahá, ki Yih kya karte ho, jo bachche ko kholte ho?

6 Unhon ne ṛsá ke hukm ke muwáfiq jawab diya: tab unhon ne unhen jáne diyá.

7 Tab we us bachche ko Įsá ke pás láye, aur apne kapṛe us par rakhe; aur wuh us par sawár húá. 8 Aur bahuton ne apne kapre ko ráh men bichháyá: aur bazon ne darakhton kí dálián kátín, aur ráh men bikhráín.

9 Aur jo áge píchhe játe the, so pukárke kahte the, ki Hoshaná; jo Khudáwand ke nám se átá hai, us par barakat howe:

10 Hamáre báp Dáúd kí bádsháhat par, jo Khudáwand ke nám se átí hai, barakat howe: sab se únche men Hoshaná.

11 Aur sá Aurshalím men, aur girje men gaya: aur cháron taraf sab chízon par nazar karke,

about upon all things, and now the even-tide was come, he went out unto Bethany with the twelve. 12 ¶ And on the morrow, when they were come from Bethany, he was hungry :

13 And seeing a fig tree afar off, having leaves, he came, if haply he might find any thing thereon: and when he came to it, he found nothing but leaves; for the time of figs was not yet.

14 And Jesus answered and said unto it, No man eat fruit of thee hereafter for ever. And his disciples heard it.

:

15 And they came to Jerusalem and Jesus went into the temple, and began to cast out them that sold and bought in the temple, and overthrew the tables of the moneychangers, and the seats of them that sold doves;

16 And would not suffer that any man should carry any vessel through the temple.

17 And he taught, saying unto them, Is it not written, My house shall be called of all nations the house of prayer? but ye have made it a den of thieves.

18 And the scribes and chief priests heard it, and sought how they might destroy him: for they feared him, because all the people was astonished at his doctrine.

19 And when even was come, he went out of the city.

un bárahon ke sáth Baitąiná ko gayá, kyúnki shám ká waqt thá.

12 Aur dúsre din jab we Baitainá se báhar áe, to use bhúkh lagi :

"

13 Aur wuh ek anjir ke darakht ko pattion se bhará húá dúr se dekhke, us men kuchh phal dhúndhne ko áyá: par jab wuh us ke pás áyá, to pattíon ke siwá kuchh na páyá; kyúnki anjíron ká din na thá

14 Tab sá ne use kahá, ki Ab se kadhí terá phal koí na kháwe. Aur us ke shágirdou ne yih suná.

15 Phir we Aurshalím men áe: aur sá girje men gaye, aur jo girje men bechte aur mol lete the, bahar nikál diyá, aur sarráfon ke takhte, aur kabátar bechnewálon kí chaukíán ulaṭdín;

16 Aur kisi ko girje men se bartan lejane na detá thá.

17 Aur unhen kahke, nasihat kí, ki Kyá yih nahín likhá hai, ki Merá ghar sab qaumon ke liye dua mángne ká ghar kahláwegá? lekin tum logon ne use choron kí mánd banáyá.

18 Likhnewále aur sardár pádrí sunke, us ke qatl kí fikr men húe: kyúnki we us se darte the, is liye ki sáre log us kí nasihat se hairán

the.

19 Aur shám ko wuh shahr se báhar gaya.

20 ¶ And in the morning, as they passed by, they saw the fig tree dried up from the roots.

21 And Peter calling to remembrance saith unto him, Master, behold, the fig tree which thou❘ cursedst is withered away.

22 And Jesus answering saith unto them, Have faith in God,

23 For verily I say unto you, That whosoever shall say unto this mountain, Be thou removed, and be thou cast into the sea; and shall not doubt in his heart, but shall believe that those things which he saith shall come to pass; he shall have whatsoever he saith.

24 Therefore I say unto you, What things soever ye desire, when ye pray, believe that ye receive them, and ye shall have them.

25 And when ye stand praying, forgive, if ye have ought against any: that your Father also Father also which is in heaven may forgive you your trespasses.

26 But if ye do not forgive, neither will your Father which is in heaven forgive your trespasses.

27 ¶ And they come again to Jerusalem and as he was walking in the temple, there came to him the chief priests, and the scribes, and the elders,

28 And say unto him, By what authority doest thou these things?

20 Aur subh ko, jon we phir játe the, tab unhon ne us anjir ke darakht ko jar se súkhá dekhá.

21 Tab Pitras ne yád karke, use kahá, ki Ai ustad, dekhiye, yih injír ká daraķht, jise áp ne bad dua dí thí, súkh gayá hai. 22 sá ne jawab men unhen kahá, ki Khudá par ímán rakho.

23 Kyúnki main tumhen sach kahtá hún, ki Jo koí is pahár ko kahega, ki Uth, aur samundar men gir par; aur apne dil men dubdhá na rakhe, par ímán rakhe, ki jo main kahtá hún, so hojáegá; to jo kuchh wuh kahegá, so púrá hogá.

24 Is liye main tum se sach kahtá húp, ki Dua men jo kuchh tum mángoge, ímán rakho, ki ham páte hain, to tum páoge.

25 Aur jab ki tum duḥ mángne ko khare ho, to agar kisí par faryád rakhte ho, to use muaf karo: táki tumhárá Báp bhí, jo ásmán par hai, tumhárí taqsíron ko muaf kare.

26 Aur agar tum muaf na karoge, to tumhárá Báp bhí, jo ásmán par hai, tumhárí taqsíron ko muaf na karegá.

27 We phir Aurshalím men áe: aur jab wuh girje men phirtá thá, tab sardár pádrí aur likhnewále, aur buzurg us ke pás áe,

28 Aur use púchhá, ki Tú kis kí qudrat se yih kám kartá hai?

and who gave thee this authority to do these things?

29 And Jesus answered and said unto them, I will also ask of you one question, and answer me, and I will tell you by what authority I do these things.

30 The baptism of John, was it from heaven, or of men? answer

me.

31 And they reasoned with themselves, saying, If we shall say, From heaven; he will say, Why then did ye not believe him? 32 But if we shall say, Of men; they feared the people : for all men counted John, that he was a prophet indeed.

33 And they answered and said unto Jesus, We cannot tell. And Jesus answering saith unto them, Neither do I tell you by what authority I do these things.

CHAPTER XII.

1 And he began to speak unto them by parables. A certain man planted a vineyard, and set an hedge about it, and digged a place for the winefat, and built a tower, and let it out to husbandmen, and went into a far country.

2 And at the season he sent to the husbandmen a servant, that he might receive from the husbandmen of the fruit of the vineyard.

aur yih kám karne ko tujhe kis ne qudrat di hai?

29 Tab Įsá ne jawab diyá, aur unhen kahá, ki Main tum se bhí ek bát púchhtá hún; tum jawab do, to main tumhen batáúngá, ki main kis qudrat se yih kám kartá hún.

30 Yahiyá ká ghusl ásmán so thá, ya ki ádmíon se? mujhe jawáb do.

31 Tab we ápas men tajwíz karne lage, ki Agar ham kahen, ki Asmán se, to wuh kahega, Phir tum ne use kyún na máná?

32 Aur agar ham kahen, ki Admíon se, to ham logon se khatre men hain: kyúnki Yahiyá ko sab log sach mach paighambar jante the.

33 Tab unhon ne jawab diya, aur sá se kahá, ki Ham nahín jánte. Psá ne jawab men unhen kahá, ki Main bhí tum se na kahúngá, ki kis qudrat se main yih kám kartá hún.

BARAHWAN BAB.

1 Phir wuh kaháwaton men unhen kahne lagá. Ki Ek shakhs ne angár ká bágh lagayá, aur us ke ás pás gherá, aur kolhú ke liye ek jagah khodí, aur ek burj banáyá, aur use málíon ko thíká deke dusre mulk ko gayá.

2 Phir us ne waqt par ek naukar ko un málíon ke pås bhejá, táki wuh málíon se angúr ke bágh ká hissa lewe.

« 前へ次へ »