ページの画像
PDF
ePub

11 And when they heard it, they were glad, and promised to give him money. And he sought how he might conveniently betray him.

12 ¶ And the first day of unleavened bread, when they killed the passover, his disciples said unto him, Where wilt thou that we go and prepare, that thou mayest eat the passover?

13 And he sendeth forth two of his disciples, and saith unto them, Go ye into the city, and there shall meet you a man bearing a pitcher of water: follow him.

14 And wheresoever he shall go in, say ye to the goodman of the house, The Master saith, Where is the guest-chamber, where I shall eat the passover with my disciples?

15 And he will shew you a large upper room furnished and prepared: there make ready for

[blocks in formation]

11 We yih sunke khush húe, aur use naqdí dene ká iqrár kiya. Tab wuh sochne lagá, ki kis tarah qábú páke, use pakaṛwawe.

12 Tab bekhamíri roți ke pahle din, jab we Pár jáná qurbání karte the, us ke shágirdon ne use kahá, ki Ap kahán chahte hain, ki ham jáke, áp ke khane ke liye Pár jáná taiyár karen?

13 Us ne apne shágirdon men se yih kahke, do ko bhejá, ki Shahr men jáo, aur wahán ek shakhs pání ká ghaṛá uṭháye húe tumhen milegá: tumhen milegá: us ke píchhe chale jáo;

14 Aur jahán kahín wuh jáe, tum us ghar ke málik se kaho, ki Ustád kahta hai, ki Wuh makán kabán hai, jahán main apne shágirdon ke sáth Pár jáná kháún?

15 Wuh ek úpar ká bará kamrá sanwárá húá taiyár tumhen dikhláwegá: wahan hamáre liye taiyár karo.

16 Tab us ke shágird chale gae, aur shahr men pahunchke, jaisá us ne unhen kahá thá, taisa hí páyá: aur Pár jáná taiyár kiyá. 17 Tab shám ko wuh un bárahon ke sáth áyá.

18 Aur jab we baithke kháne lage, sá ne kahá, ki Main tum se sach kahtá húp, ki tum men se, jo mere sath kháte ho, ek mujhe pakaṛwádegá.

19 Tab we bahut dilgir húe, aur harek un men se kahne lagá,

by one, Is it I? and another Kyá main hún? aur dúsre ne said, Is it I?

20 And he answered and said unto them, It is one of the twelve, that dippeth with me in the dish.

21 The Son of man indeed goeth, as it is written of him: but woe to that man by whom the Son of man is betrayed! good were it for that man if he had never been born.

22 And as they did eat, Jesus took bread, and blessed, and brake it, and gave to them, and said, Take, eat: this is my body.

23 And he took the cup; and when he had given thanks, he gave it to them: and they all drank of it.

24 And he said unto them, This is my blood of the new testament, which is shed for many.

I

25 Verily I say unto you, will drink no more of the fruit of the vine, until that day that I drink it new in the kingdom of God.

26¶ And when they had sung an hymn, they went out into the Mount of Olives.

27 And Jesus saith unto them, All ye shall be offended because of me this night: for it is written, I will smite the Shepherd, and the sheep shall be scattered. 28 But after that I am risen, I go before you into Galilee.

will

kahá, Kyá main hún?

20 Us ne jawáb diyá, aur unhen kahá, ki Bárah men se ek hai, jo mere sáth básan men apná háth ḍáltá hai.

21 Jaisá ki ádam ke Farzand ke haqq men likhá hai, wuh sach mach játá hai: par jis ke sabab ádam ká Farzand pakaṛwayá játá hai, us shakhs par afsos hai? us ke liye bhalá hotá, agar wuh paidá na hotá.

22 Aur un ke kháte waqt sá ne roți utháí, aur barakat ke píchhe, torí, aur yih kahke unhen dí, ki Kháo: yih merá ba

dan hai.

23 Phir us ne piyála liya, aur shukr karke, unhen diyá: aur un sabhon ne us se piyá.

24 Aur us ne unhen kahá, ki Yih naye qaul ká merá lahú hai, jo bahuton ke liye baháyá játá

hai.

25 Main tum se sach kahtá hún, ki main angár ká ras, jis din tak ki Khudá kí bádsháhat men nayá píún, phir na píúngá.

26 | Tab we ek gít gáke, báhar Jalpáí ke pahár ko gaye.

27 Aur sá ne unhen kahá, ki Tum sab áj kí rát mere haqq men thokar khaoge : kyúnki likhá hai, ki Main gaṛariye ko márángá, aur bheṛen chhitar jáengí. 28 Par apne jí uthne ke bad, main tum se áge Jalíl ko jáúngá.

29 But Peter said unto him, Although all shall be offended, yet will not I.

30 And Jesus saith unto him, Verily I say unto thee, That this day, even in this night, before the cock crow twice, thou shalt deny me thrice.

31 But he spake the more vehemently, If I should die with thee, I will not deny thee in any wise. Likewise also said they all.

32 And they came to a place which was named Gethsemane: and he saith to his disciples, Sit ye here, while I shall pray.

33 And he taketh with him Peter and James and John, and began to be sore amazed, and to be very heavy;

34 And saith unto them, My soul is exceeding sorrowful unto death: tarry ye here, and watch.

35 And he went forward a little, and fell on the ground, and prayed that, if it were possible, the hour might pass from him. 36 And he said, Abba, Father, all things are possible unto thee; take away this from me: necup vertheless not what I will, but what thou wilt.

eth

37 And he cometh, and findeth them sleeping, and saith unto Peter, Simon, sleepest thou? couldest not thou watch one hour?

38 Watch ye and pray, lest ye enter into temptation. The spi

29 Tab Pitras ne use kahá, Agarchi sab thokar kháwen, main na kháúngá.

30 Tab sá ne unhen kahá, ki Main tujh se sach kahtá hún, ki áj kí rát murgh ke do dafa báng dene se pahle, tú tín dafą mujh se mukar jaegá.

31 Tab us ne aur ziyada tezí se kahá, ki Agar áp ke sath merá marná zarár ho, tau bhí main kisi súrat áp se na mukarúng. Aur sabhon ne bhí yihí kahá.

32 Tab we ek jagah men áe, jis ká nám Jatshaman tha: aur us ne apne shágirdon se kahá, ki Jabtak main duá mángán, tum yahín baitho.

33 Aur us ne Pitras aur Yaqub aur Yohná ko apne sáth lekar, ghabráne aur bahut dilgír hone lagá;

34 Aur un se kahá, ki Merí ján maut tak dilgír hai: tum yaháu thaharo, aur jágte raho.

35 Aur wuh thoṛá áge jáke zamín par gir pará, aur dúa mángí, ki Agar ho sake, to yih ghari mujh se tal jáe.

36 Aur kahá, ki Ai Abá, Báp, tujh se sab kuchh ho saktá hai ; is piyále ko mujh se tál de: par meri marzí nahín, teri marzí ho

we.

37 Phir wuh aya aur unhen áyá sote payá, aur Pitras ko kahá, ki Ai Shamán, tú sotá hai? kyá tú ghanța bhar jag nahíu saktá?

38 Jágo, aur duá mángo; na ho ki tum parkháo men paro: rúh to

rit truly is ready, but the flesh is taiyár hai, par badan kamzor weak.

39 And again he went away, and prayed, and spake the same words.

40 And when he returned, he found them asleep again, (for their eyes were heavy,) neither wist they what to answer him.

41 And he cometh the third time, and saith unto them, Sleep on now, and take your rest: it is enough, the hour is come; behold, the Son of man is betrayed into the hands of sinners.

42 Rise up, let us go; lo, he that betrayeth me is at hand.

43 And immediately, while he yet spake, cometh Judas, one of the twelve, and with him a great multitude with swords and staves, from the chief priests and the scribes and the elders.

[blocks in formation]

hai.

39 Aur us ne phir jake wahí duá mángí.

40 Aur phir áke, unhen sotá payá, (kyúnki un kí ánkhen bhárí thin) aur we na jánte the, ki use kya jawab den.

41 Phir wuh tisrí dafa áyá, aur unhen kaha, ki Ab sòte raho, aur árám karo: bas hai, waqt án pahunchá; dekho ádam ká Farzand gunahgáron ke háth men pakaṛwayá játá hai.

42 Utho, chalen; dekho, merá pakarwánewálá nazdík hai.

43 Aur wuh yih kahtá hí thá, ki usi waqt un bárah men se ek Yihúdá aur us ke sath pádríon aur likhnewálon aur buzurgon ki taraf se ek bari jamáat talwáren aur láthíán leke áye;

44 Aur pakaṛwánewále ne yih kahke unhen patá diyá thá, ki jis ko main chúmún, wuhf hai; tum use pakaṛlo, aurhoshyárí se le jáo.

45 Aur áte hí, barábar us ke pás gayá, aur bolá, ki Ai ustád, ai ustád; aur use chúmá.

46 Tab unhon ne háth baṛhake use pakaṛliya.

47 Aur un men se ek ne, jo wahán khare the, talwár khenchkar sardár pádrí ke naukar ko lagáí, aur us ká kán uṛá diyá.

48 Tab sá ne unhen kahá, ki Tum mere parkaṛne ko, jaise

out, as against a thief, with swords and with staves to take me? 49 I was daily with you in the temple teaching, and ye took me not: but the Scriptures must be fulfilled.

50 And they all forsook him, and fled.

51 And there followed him a certain young man, having a linen cloth cast about his naked body; and the young men laid hold on him :

52 And he left the linen cloth, and fled from them naked.

53 And they led Jesus away to the high priest and with him were assembled all the chief priests and the elders and the scribes.

54 And Peter followed him afar off, even into the palace of high priest: and he sat with the servants, and warmed himself at the fire.

55 And the chief priests and all the council sought for witness against Jesus to put him to death; and found none.

56 For many bare false witness against him, but their witness agreed not together.

57 And there arose certain, and bare false witness against him, saying,

58 We heard him say, I will destroy this temple that is made with hands, and within three days I will build another made without hands.

[ocr errors]

chor ke liye talwáren aur láthíán leke nikle ho?

49 Main to roz roz tumháre sáth girje men nasihat kartá thá, aur tum ne mujhe na pakaṛá: lekin kitáb ká púrá honá zarúr hai. 50 Tab we sab use chhorke, bhag gaye.

51 Magar ek jawán, jo sútí chádar se apne badan ko dhámpá thá, us ke pichhe píchhe chalá játá thá; aur jawánon ne use pakaṛá :

52 Par wuh sútí chádar un ke háth men chhorkar, nangá bhágá.

53 I Tab we fsá ko sardár pádríon ke pás, jahán sab sardár pádrí aur buzurg aur likhnewále jamą the, legae.

[blocks in formation]
« 前へ次へ »