ページの画像
PDF
ePub

the bier and they that bare him stood still. And he said, Young man, I say unto thee, Arise.

15 And he that was dead sat up, and began to speak. And he delivered him to his mother. 16 And there came a fear on all: and they glorified God, saying, That a great prophet is risen up among us; and, That God hath visited his people.

17 And this rumour of him went forth throughout all Judea, and throughout all the region round about.

18 And the disciples of John shewed him of all these things. 19 ¶ And John calling unto him two of his disciples sent them to Jesus, saying, Art thou he that should come? or look we for another?

20 When the men were come unto him, they said, John Baptist hath sent us unto thee, saying, Art thou he that should come? or look we for another?

21 And in the same hour he cured many of their infirmities and plagues, and of evil spirits; and unto many that were blind he gave sight.

22 Then Jesus answering said unto them, Go your way, and | tell John what things ye have seen and heard; how that the blind see, the lame walk, the lepers are cleansed, the deaf hear, the dead are raised, to the poor the Gospel is preached.

aur uṭhánewále thahar gae. Tab us ne kahá, Ai jawán, main tujh se kahtá hún, Uṭh.

15 Aur wuh murda uth baitha, aur bolne lagá. Aur us ne use us kí mán ko sompá.

16 Aur sab dar gae: aur Khudá kí tarif karke bole, ki Bará nabí ham men uṭhá; aur, Ķhudá ne apne logon par nazar kí.

17 Aur us ki yih bát sáre Yahúdiya, aur tamám áspás ke mulk meu phailí.

18 Aur Yahiyá ke shágirdon ne use in sab baton kí khabar dí. 19 Aur Yahiyá ne apne shágirdon men se do ko bulákar, sá ke pás kahlá bhejá, ki Kyá jo ánewálá thá, tú hí hai? yá ham dúsre kí ráh taken?

20 Un mardon ne us pás jáke kahá, ki Yahiyá báptismádenewále ne ham se tere pás kahlá bhejá, ki Wuh, jo ánewálá thá, tú hí hai? yá ham dúsre kí ráh taken?

21 Us ne usí ghari bahuton ko bímárion, aur baláon, aur bad rúhon se changá kiyá; aur bahut se andhon ko ankh dí.

22 Aur sá ne jawab men un se kahá, ki Jáke, jo tum ne dekhá, aur suná, Yahiyá se kaho: ki andhe dekhte hain, langre chalte hain, korhí change hote hain, bahre sunte hain, murde jiláe játe hain, gharíbon ko khusķhabari sunái játí hai.

23 And blessed is he, whosoever shall not be offended in me. 24¶ And when the messengers of John were departed, he began to speak unto the people concerning John, What went ye out into the wilderness for to see? A reed shaken with the wind?

25 But what went ye out for to see? A man clothed in soft raiment? Behold, they which are gorgeously apparelled, and live delicately, are in kings' courts.

26 But what went ye out for to see? A prophet? Yea, I say unto you, and much more than prophet.

27 This is he, of whom it is written, Behold, I send my messenger before thy face, which shall prepare thy way before thee.

28 For I say unto you, Among those that are born of women, there is not a greater prophet than John the Baptist: but he that is least in the kingdom of God is greater than he.

29 And all the people that heard him, and the Publicans, justified God, being baptized with the baptism of John.

30 But the Pharisees and Lawyers rejected the counsel of God against themselves, being not baptized of him.

31 ¶ And the Lord said, Whereunto then shall I liken the men of this generation? and to what are they like?

23 Aur mubárak wuh hai, jo mujh se thokar na kháe.

24 ¶ Jad we, jinhen Yahiyá ne bhejá thá, gaye, tab ṛsá Yahiyá kí bábat logon se kahne lagá, ki Tum jangal men kyá dekhne gae? Kyá ek sarkanḍá, jo hawá se hilta hai?

25 Phir tum kyá dekhne gae? Kyá ek mard, jo muláim kapre pahne hai? Dekho, we, jo umda poshák pahinte, aur aish men guzarte, bádsháhon ke mahall men hain.

26 26 Phir tum kyá dekhne gae ? kyá Ek nabí? Main tum se kahtá hún, balki nabí se bará.

27 Yih wahi hai, jis kí bábat likha hai, ki Dekh, main apne rusúl ko tere áge bhejtá hún, jo terí ráh ko tere áge durust karegá.

28 Kyunki main tum se kahtá hún, ki Un men se, jo auraton se paidá húe, Yahiyá báptismádenewále se koí nabí bará nahín: lekin jo Khudá kí bádsháhat men chhota hai, us se baṛá hai.

29 Aur sab logon ne, jo sune, aur mahsúllenewálon ne Khudá ko sach mánke, Yahiyá se báptismá liyá.

30 Par Farísíon, aur shariyatsikhlánewálon ne apní nisbat Ķhudá ke iráde ko náchíz jánke, us se baptismá na liyá.

31 Pas is zamáne ke logon ko kis se nisbat dún, aur kis kí mánind kahún?

1

32 They are like unto children sitting in the market place, and calling one to another, and saying, We have piped unto you, and ye have not danced; we have mourned to you, and ye have not wept.

33 For John the Baptist came neither eating bread nor drinking wine; and ye say, He hath a devil.

34 The Son of man is come eating and drinking; and ye say, Behold a gluttonous man, and a winebibber, a friend of publicans and sinners!

35 But wisdom is justified of all her children.

36¶ And one of the Pharisees desired him that he would eat with him. And he went into the Pharisee's house, and sat down to meat.

37 And, behold, a woman in the city, which was a sinner, when she knew that Jesus sat at meat in the Pharisee's house, brought an alabaster box of ointment,

38 And stood at his feet behind him weeping, and began to wash his feet with tears, and did wipe them with the hairs of her head, and kissed his feet, and anointed them with the ointment. 39 Now when the Pharisee which had bidden him saw it, he spake within himself, saying, This man, if he were a prophet, would have known who and what manner of woman this is that toucheth him: for she is a sinner.

[ocr errors][merged small][merged small][merged small]

37 Aur dekho, us shahr men ek aurat ne, jo gunahgár thí, jab jáná ki wuh Farísí ke ghar kháne baitha hai, sang i marmar ke atrdán men ạtr láí,

38 Aur us ke páon ke pichhe khari hoke, ro roke, ánsú se us ke paon dhone lagí, aur apne sir ke bálon se ponchhke, us ke páon ko chúmá, atr malá.

39 Aur us Farísí ne, jis ne us kí ziyáfat kí thí, yih dekhkar dil men kahá, ki Yih agar nabí hotá, to jántá, ki yih randí, jo use chhútí hai, kaun hai, aur kaisí hai: kyúnki gunahgár hai.

40 And Jesus answering said unto him, Simon, I have somewhat to say unto thee. And he saith, Master, say on.

41 There was a certain creditor which had two debtors: the one owed five hundred pence, and the other fifty.

42 And when they had nothing to pay, he frankly forgave them both. Tell me therefore, which of them will love him most?

43 Simon answered and said, I suppose that he, to whom he forgave most. And he said unto him, Thou hast rightly judged.

44 And he turned to the woman, and said unto Simon, Seest thou this woman? I entered into thine house, thou gavest me no water for my feet: but she hath washed my feet with tears, and wiped them with the hairs of her head.

45 Thou gavest me no kiss: but this woman since the time I came in hath not ceased to kiss my feet.

46 My head with oil thou didst not anoint: but this woman hath anointed my feet with ointment. 47 Wherefore I say unto thee, Her sins, which are many, are forgiven; for she loved much: but to whom little is forgiven, the same loveth little.

48 And he said unto her, Thy sins are forgiven.

49 And they that sat at meat

40 sá ne use jawab men kahá, ki Ai Shaman, main tujh se kuchh kahá cháhtá hún. Us ne kahá, Ai Ustád kah.

41 Ek shakhs ke do qarzdár the: ek pánsau dínár* ká, dúsrá pachás ká.

42 Par jab un ko adá karne ká maqdúr na thá, donon ko bakhsh diyá. So kah, kaun un men se us ko ziyada piyár karegá? 43 Shamán ne jawab men kahá, Merí dánist men wuh, jise us ne ziyáda bakhshá. Tab us ne use kahá, Tú ne thik kahá.

44 Aur us aurat ki taraf mutawajjih hoke, Shamún se kahá, Tú is aurat ko dekhta hai? Main tere ghar áyá, tú ne mujhe páon dhone ko pání na diyá: par is ne mere páon ánsáon se dhoe, aur apne sir ke bálon se ponchhá.

45 Tú ne mujh ko na chúmá: par is ne, jab se main ayá, mere páon chúmná na chhoṛá.

46 Tá ne mere sir par tel na malá par is ne mere páon par atr malá.

47 Is liye main kahtá hún, ki Us ke gunáh, jo bahut haio, muaf húe; kyúnki us ne bahut piyár kiyá : par jis ke thoṛe muậf húe, wuh thoṛá piyár kartá.

48 Aur us aurat se kahá, Tere gunáh muaf húe.

49 Tad we, jo us ke sath kháne * Dínár pánch áne ke qaríb hota hai.

with him began to say within themselves, Who is this that forgiveth sins also?

50 And he said to the woman, Thy faith hath saved thee; go in peace.

CHAPTER. VIII.

1 And it came to pass afterward, that he went throughout every city and village, preaching and shewing the glad tidings of the kingdom of God: and the twelve were with him.

2 And certain women, which had been healed of evil spirits and infirmities, Mary called Magdalene, out of whom went seven devils,

3 And Joanna the wife of Chuza Herod's steward, and Susanna, and many others, which ministered unto him of their substance.

4 And when much people were gathered together, and were come to him out of every city, he spake by a parable:

5 A sower went out to sow his seed: and as he sowed, some fell by the way side; and it was trodden down, and the fowls of the air devoured it.

6 And some fell upon a rock; and as soon as it was sprung up, it withered away, because it

lacked moisture.

7 And some fell among thorns; and the thorns sprang up with it, and choked it.

baithe the, dil men kahne lage, ki Yih kaun hai, jo gunáh bhí muaf kartá hai?

50 Par us ne aurat ko kahá, Tere ímán ne tujhe bacháyá; salámat chalí já.

ATHWAN BAB.

1 Aur us ke bad yún húá, ki wuh shahr shahr aur gánw gánw jáke, manádí kartá, aur Ķkudá kí badshahat kí khushkhabarí detá tha: aur we bárah us ke sáth the,

2 Aur kitní auraten thín, jo bad rúhon aur bímáríon se changí húín thín, Mariyam, jo Magdalení kahlátí thí, jis se sát deo nikal gae the.

3 Aur Yohna Herodis ke díwán Khozá kí jorú, aur Sosaná, aur bahuterí aur, jo apne mál se us kí khiêmat kartí thín.

4 Aur jab bari bhír húí, aur har shahr ke log us ke pás áte the, us ne tamsíl men kahá:

5 Ki ek kisán bíj bone gayá : aur bote waqt kuchh ráh ke kináre girá; aur raund gayá, aur chiríon ne use chug liya.

6 Aur kuchh patthar par girá; aur ugke súkh gayá, kyúnki use tarí na pahúnchí.

7 Aur kuchh kanton men girá; kánton ne sáth barhke, use dabá liyá.

« 前へ次へ »