ページの画像
PDF
ePub

ears, the babe leaped in my womb chí, laṛká mere pet men khushí se uchhal pará.

for joy.

45 And blessed is she that believed for there shall be a performance of those things which were told her from the Lord. 46 And Mary said, My soul doth magnify the Lord,

47 And my spirit hath rejoiced in God my Saviour.

48 For he hath regarded the low estate of his handmaiden: for, behold, from henceforth all generations shall call me blessed. 49 For he that is mighty hath done to me great things; and holy is his name.

50 And his mercy is on them that fear him from generation to generation.

51 He hath shewed strength with his arm; he hath scattered the proud in the imagination of their hearts.

52 He hath put down the mighty from their seats, and exalted them of low degree.

53 He hath filled the hungry with good things; and the rich he hath sent empty away.

54 He hath holpen his servant Israel, in remembrance of his mercy;

55 As he spake to our fathers, to Abraham, and to his seed forever. 56 And Mary abode with her about three months, and returned to her own house.

57 Now Elisabeth's full time came that she should be delivered; and she brought forth a son.

45 Aur mubárak hai, jo ímán láí: ki ye báten, jo Khudáwand ki taraf se kahí gaí, púrí hongí.

46 Mariyam ne kahá, ki Merí ján Khudáwand kí baráí kartí hai,

47 Aur merí rúh merí najátdenewále Khudá se khush húí. 48 Ki us ne apní bándí kí gharíbí par nazar kí: isliye, dekh, ab se har zamáne ke log mujh ko mubárak kahenge.

49 Kyunki us ne, jo qudratwálá hai, mujh par ihsán kiyá hai; aur us ká nám pák hai.

50 Aur us ká rahm un par, jo us se darte hain, pusht dar pusht hai.

51 Us ne apne bázú ká zor dikháyá; aur un ko, jo apne dil ke khiyál men apne tain bará samajhte hain, pareshán kiyá. 52 Qudratwálon ko takht se girá diyá, aur gharíbon ko buland kiyá.

53 Us ne bhúkhon ko achchhí chizon se ásúda kiyá; aur daulatmandon ko khálí-háth bhejá.

54 Us ne apne bande Isráíl ko sambhál liyá, un rahmaton ko yád karke;

55 Jo Ibráhím aur us kí aulád par sadá ko thí

56 56 Aur Mariyam tín mahine ke qarib us ke sath rahke apne ghar ko phirí.

57 Ab Ilísábát ke janne ká waqt pahunchá; aur bețá janí.

58 And her neighbours and her cousins heard how the Lord had shewed great mercy upon her; and they rejoiced with her. 59 And it came to pass, that on the eighth day they came to circumcise the child; and they called him Zacharias, after the name of his father.

60 And his mother answered and said, Not so; but he shall be called John.

61 And they said unto her, There is none of thy kindred that is called by this name.

62 And they made signs to his father, how he would have him called.

63 And he asked for a writing table, and wrote, saying, His name is John. And they marvelled all.

64 And his mouth was opened immediately, and his tongue loosed, and he spake, and praised God. 65 And fear came on all that dwelt round about them: and all these sayings were noised abroad throughout all the hill country of Judea.

66 And all they that heard them laid them up in their hearts, saying, What manner of child shall this be! And the hand of the Lord was with him.

67 And his father Zacharias was filled with the Holy Ghost, and prophesied, saying,

68 Blessed be the Lord God of Israel; for he hath visited and redeemed his people,

58 Aur us ke parosíon aur rishtadáron ne suná, ki Ķhudáwand ne us par barí rahmat kí; aur unhon ne us ke sath khushi kí.

59 Aur yún húa, ki we athwen din larke ká khatna karne áe; aur us ká nám Zakáriyá, jo us ke báp ká thá, rakhne lage.

60 Par us kí mán ne jawáb men kahá, ki Nahín; balki us ká nám Yahiyá rakhá jáwe.

61 Unhon ne use kahá, ki Tere gharáne men kisú ká yih nám nahín.

62 Tab unhon neus ke báp kí taraf ishára kiyá, ki wuh us ká kyá nám rakhá cháhtá hai.

63 Us ne takhtí mangáke likhá, ki Yahiyá us ká nám hai. Aur sabhon ne tájjub kiya.

64 Aur usí dam us ká munh aur zabán khul gaí, aur bolne lagá, aur Khudá kí taríf ki.

65 Tab sáre ás pás ke rahnewále dargae: aur Yahúdiyá ke tamám pahár ke mulk men in sab báton ká charchá phailá.

66 Aur sabhon ne, jo sunte the, apne dil men sochkar kahá, ki Yih kaisá laṛká hogá! aur Khudáwand ká háth us par

thá.

67 Aur us ká báp Zakáriyá Rúh i Quds se bhargayá, aur nabúwat kí ráh se kahne lagá, 68 Ki Tarif Khudáwand Isráil ke Khuda ko; kyúuki us ne apne logon par nazar ki, aur unhen chhutkárá diyá,

[blocks in formation]

horn of salvation for us in the house of his servant David; 70 As he spake by the mouth of his holy prophets, which have been since the world began:

71 That we should be saved from our enemies, and from the hand of all that hate us;

72 To perform the mercy promised to our fathers, and to remember his holy covenant;

73 The oath which he sware to our father Abraham,

74 That he would great unto us, that we being delivered out of the hand of our enemies might serve him without fear,

75 In holiness and righteousness before him, all the days of our life.

76 And thou, child, shalt be called the prophet of the Highest: for thou shalt go before the the face of the Lord to prepare

[blocks in formation]

69 Aur hamáre liye naját ká síng apne bande Dáúd ke ghar men nikálá;

70 Jaisá us ne apne pák nabíon

kí márifat, jo dunyá ke shurá se hote áe, kahá :

71 Ham ko apne dushmanon se, aur un ke hath se jo ham se kína rakhte hain, naját bakhshí;

72 Táki wuh rahm, jis ká hamáre báp Dáúd se qarár kiyá, kare, aur apne pák qaul ko yád rakhe; 73 Us qasam ko, jo us ne hamáre báp Ibráhím se kí,

74 Ki wuh hamen yih degá, ki apne dushmanon ke háth se chhutkárá páke,

75 Umr bhar us ke áge pákí aur sacháí se us kí bekhauf bandagí karen.

76 Aur ai larke, tú Ķhudá tálá ká nabí kahláegá: kyánki tú Khudáwand ke áge us ke ráhon ko durust kartá jáegá;

77 Ki us ke logon ko naját kí ráh batáwe, jis men un ke gunáh ki muafí howe,

78 Jo hamáre Khudá kí kháss rahmat se hai; jis ke sabab subh kí roshní úpar se ham par pahunchí,

79 Táki unko, jo andhere aur maut ke sáye men baithe hain, roshní bakhshe, aur hamen salámatí kí ráh par lechale.

80 Aur wuh laṛká baṛhtá, aur rúh men qúwat pátá gayá, aur apne taín Isráil par záhir karne ke din tak jangal men rahá.

CHAPTER. II.

1 And it came to pass in those days, that there went out a decree from Cesar Augustus, that all the world should be taxed. 2 (And this taxing was first made when Cyrenius was governor of Syria.)

3 And all went to be taxed, every one into his own city.

4 And Joseph also went up from Galilee, out of the city of Nazareth, into Judea, unto the city of David, which is called Bethlehem; (because he was of the house and lineage of David :) 5 To be taxed with Mary his espoused wife, being great with child.

6 And so it was, that, while they were there, the days were accomplished that she should be

delivered.

7 And she brought forth her firstborn son, and wrapped him in swaddling clothes, and laid him in a manger; because there was no room for them in the inn. 8 And there were in the same country shepherds abiding in the field, keeping watch over their flock by night.

9 And, lo, the angel of the Lord came upon them, and the glory of the Lord shone round about them: and they were sore afraid.

10 And the angel said unto them, Fear not: for, behold, I

DUSRA BAB.

1 Aur un dinon men yún húá, ki Qaisar Augustus ká hukm niklá, ki har bastí ke logon ke nám likhe jáen.

2 ( Aur yih pahlí ismnawísí thí, jo Siryá* ke hákim Qúrníús ke waqt men húí.)

3 Tab harek apne apne shahr ko nám likháne chalá.

4 Aur Yúsuf bhí Jalil ke shahr Násare se, Yahúdiyá men, Dáúd ke shahr ko, jo Baitlaham kahlátá hai, gayá; (isliye ki wuh Dáúd ke gharáne aur aulád se thá:)

5 Ki apní mangetar Mariyam ke sáth, jo pet se thí, nám likháwe.

6 Aur aisá búá, ki jad we wahan the, us ke janne ke din púre húe.

7 Aur apná pahloțá bețá janí, aur us ko kapre men lapetke charní men rakhá; kyúnki un ko sará men jagah na milí.

8 Us mulk men gaṛariye the, jo maidan men rahte, aur rát ko bárí bárí apní jhunḍ kí chaukí karte the.

9 Aur dekho, ki Ķhudáwand ká firishta un par záhir húá, aur Khudáwand ká núr un ke chaugird chamká: aur we niháyat dargae.

10 Tab firishte ne unhen kahá, Mat daro: kyúnki dekho, main

* Yane Shám.

bring you good tidings of great joy, which shall be to all people. 11 For unto you is born this day in the city of David a Saviour, which is Christ the Lord.

12 And this shall be a sign unto you; Ye shall find the babe wrapped in swaddling clothes, lying in a manger.

13 And suddenly there was with the angel a multitude of the heavenly host praising God, and and saying,

14 Glory to God in the highest, and on earth peace, good will toward men.

15 An it came to pass, as the angels were gone away from them into heaven, the shepherds said one to another, Let us now go even unto Bethlehem, and see this thing which is come to pass, which the Lord hath made known unto us.

16 And they came with haste, and found Mary, and Joseph, and the babe lying in a manger.

17 And when they had seen it, they made known abroad the saying which was told them concerning this child.

18 And all they that heard it wondered at those things which were told them by the shepherds.

19 But Mary kept all these things, and pondered them in her heart.

20 And the shepherds returned, glorifying and praising God for all the things that they had

tumhen baṛí khushkhabarí sunátá hún, jo sab logon ke wáste hai. 11 Ki Dáúd ke shahr men, áj tumháre liye ek Najátdenewálá paidá húá; wuh Masih Khudáwand hai.

12 Aur tumháre liye yihí patá hai; ki tum us larke ko kapre men lipțá charní men rakhá húá páoge.

13 Aur ekbárgí us firishte ke sáth ásmání lashkar kí ek jamáạt Khudá kí taríf kartí, aur kahtí húí záhir húí,

14 Khudá ko ásmán* par táríf, aur zamín par salámatí, aur ádmíon se razámandí howe.

15 Aur aisá húá, ki jab firishte un ke pás se ásmán par gae, gaṛariyon ne ápas men kahá, ki Ao, Baitlaham ko jáen, aur is bát ko, jo húi hai, jis kí Khudawand ne khabar di hai, dekhen.

16 Tab unhon ne jaldí jáke, Mariyam, aur Yúsuf ko, aur us larke ko charní men rakhá páyá.

17 Aur dekhke, us bát ko, jo is larke ke haqq men un se kahí gaí thí, phailáyá.

18 Aur sab sunnewálon ne in báton se, jo gararíon ne unhen kahín, tájjub kiyá.

19 Par Mariyam ne in sab báton ko apne dil men dhyán karke yád rakhá.

20 Aur gaṛariye in sab báton ko sunke, aur jaisí un se kahí * Alam i bálá.

« 前へ次へ »