ページの画像
PDF
ePub

CHAPTER XVIII.

1 And he spake a parable unto them to this end, that men ought always to pray, and not to faint;

2 Saying, There was in a city a judge, which feared not God, neither regarded man:

3 And there was a widow in that city; and she came unto him, saying, Avenge me of mine ad

versary,

4 And he would not for a while : but after ward he said within himself, Though I fear not God, nor regard man ;

5 Yet because this widow troubleth me, I will avenge her, lest by her continual coming she weary me.

6 And the Lord said, Hear what the unjust judge saith.

7 And shall not God avenge his own elect, which cry day and night unto him, though he bear long with them?

8 I tell you that he will avenge them speedily. Nevertheless Nevertheless when the Son of man cometh, shall he find faith on the earth? 9 And he spake this parable unto certain which trusted in themselves that they were righteous, and despised others:

10 Two men went up into the temple to pray; the one a Pharisee, and the other a publican.

ATHARAHWAN BAB. 1 Phir us ne is liye, ki un ko hamesha dua men lage rahná aur sustí na karná* zarár hai, ek tamsil kahí;

2 Ki kisú shahr men ek qází thá, jo na Khudá se ḍartá, aur na ádmí kí kuchh parwá rakhtá: 3 Aur usí shahr men ek bewa thí; jo us ke pás átí aur use yih kahtí thí, ki Mere dushman ke háth se merá insaf kar.

4 Us ne kuchh din na cháhá: lekin píchhe apne jí men kahá, ki Harchand maiu na Ķhudá se dartá, aur na kuchh ádmí kí parwá rakhtá;

5 Lekin isliye ki yih bewa mujhe bahut satátí hai, us ká insáf karúngá ; aisá na ho, ki,wuh bahut áne se áķhir ko merá damagh khálí kare.

6 Khudáwand ne farmáyá, ki Suno, jo kuchh is beiusáf qází ne kahá.

7 Pas kya Khudá apne chune logon ká, jo rát din us se faryád karte, insaf na karegá, kyá un ke wáste der karegá?

8 Main tum se kahtá hún ki wuh jald un ká insaf karegá; magar kyá ádmí ká Beṭá áke zamín par ímán páwegá?

9 Phir we un se, jo apne par bharosa rakhte the, ki rástbáz hain, lekin auron ko náchiz jánte the, yih tamsil kahí:

10 Ki do shakhs haikal men duá mágne gaye; ek Farísí, dúsrá mahsúllenewálá.

*Yá náummed na honá.

11 The Pharisee stood and prayed thus with himself, God, I thank thee, that I am not as other men are, extortioners, unjust, adulterers, or even as this publican.

12 I fast twice in the week, I give tithes of all that I possess.

13 And the publican, standing afar off, would not lift up so much as his eyes unto heaven, but smote upon his breast, saying, God be merciful to me a sinner.

14 I tell you, this man went down to his house justified rather than the other: for every one that exalteth himself shall be abased; and he that humbleth himself shall be exalted.

15 And they brought unto him also infants, that he would touch them but when his disciples saw

:

it, they rebuked them.

16 But Jesus called them unto him, and said, Suffer little children to come unto me, and forbid them not: for of such is the kingdom of God.

17 Verily I say unto you, Whosoever shall not receive the kingdom of God as a little child shall in no wise enter therein.

18 And a certain ruler asked him, saying, Good Master, what shall I do to inherit eternal life?

19 And Jesus said unto him, Why callest thou me good?

11 Farísí akelá khará hoke yún duá mángtá thá, ki Ai Khudá, main terá shukr kartá, ki auron kí mánind luțerá, zálim, zinákár, yá jaisá yih mahsúllenewala hai, nahin hún.

12 Main hafte men do bár roza rakhtá, main apne sáre mál kí dahekí detá hún.

13 Par us mahsúllenewále ne dúr se khare hoke itná bhí na cháhá, ki ásmán kí taraf ánkh uṭháwe, balki chhátí píțtá aur kahta, ki Ai Khudáwand, mujh gunahgár par rahm kar.

14 Main tum se kahtá hun, yih shakhs dúsre se rástbáz thaharke apne ghar gayá: kyúnki jo áp ko baṛá jántá hai, chhotá kiyá jáegá; aur jo apne tain chhotá jántá hai, bará kiyá jáega.

15¶ Phir log bachchon ko us ke pás láye, ki un ko chhúe: par shágirdon ne dekhke un ko dántá.

16 Magar sá ne bachchon ko buláke shágirdon se kahá, ki Laṛkon ko mere pás áne do, aur maną na karo: kyúnki Ķhudá kí bádsháhat aisonhí kí hai.

17 Main tum se sach kahtá hún, ki Jo Khudá kí bádshahat ko larke kí mánind qabúl nahín kartá, us men kabhú dáķhil na hogá.

18 Aur ek sardár ne us se púchhá, Ai ustád, main kyá karán, ki hamesha ki zindagi ká kí wáris hún?

19 Įsá ne us ko kahá, Tú kyún mujh ko achchhá kahta hai? koi

none is good, save one, that is, achchá nahín, magar ek, yane God.

20 Thou knowest the commandments, Do not commit adultery, Do not kill, Do not steal, Do not bear false witness, Honour thy father and thy mother.

21 And he said, All these have I kept from my youth up.

22 Now when Jesus heard these things, he said unto him, Yet lackest thou one thing: sell all that thou hast, and distribute unto the poor, and thou shalt have treasure in heaven: and come, follow me.

[ocr errors]

23 And when he heard this, he was very sorrowful: for he was very rich.

24 And when Jesus saw that he was very sorrowful, he said, How hardly shall they that have riches enter into the kingdom of God!

25 For it is easier for a camel to go through a needle's eye, than for a rich man to enter into the kingdom of God.

26 And they that heard it said, Who then can be saved?

27 And he said, The things which are impossible with men are possible with God.

[blocks in formation]

Khudá.

20 Tú hukmon ko jántá hai, Ziná na kar, Qatl na kar, Jhúthí gawáhí na de, Apne má báp kí izzat kar.

21 Us ne kahá, Yih sab larakpan se main mántá áyá.

22 sá ne yih sunkar, use kahá, Tau bhí tujh ko ek chíz báqí hai: sab kuchh, jo terá hai, bech, aur gharíbon ko bánt de, to ásmán men tere liye khazána hoga: aur á, merí pairaví kar.

23 Wuh yih sunke, bahut ghamgín húá, kyúnki wuh baṛá daulatmand tháo

24 sá ne us ko bahut ghamgin dekhkar, kahá, ki Un ko, Jo mál rakhte hain, Khudá kí bádsháhat men dákhil honá kaisá mushkil hai!

25 Kyunki únț ká súí ke náke men jáná us se ásán hai, ki koí daulatmand Khudá kí bádsháhat men dákhil ho.

26 Aur jinhon ne suná, kahá, Pas kaun naját pásakta hai?

27 Us ne kahá, Jo ádmí se nahín ho saktá, Khudá se ho saktá hai.

28 ¶ Tab Pitras ne kahá, Dekh, ham ne sab kuchh chhorá, aur terí pairaví kí.

29 Us ne un se kahá, Main tum se sach kahtá hún, ki Koí nahín, jis ne ghar, yá má báp, yá bháíon, yá jorú, yá larkon ko

children, for the kingdom of Khudá kí bádsháhat ke wáste God's sake, chhor diyá,

30 Who shall not receive manifold more in this present time, and in the world to come life everlasting. 31

Then he took unto him the twelve, and said unto them, Behold, we go up to Jerusalem, and all things that are written by the prophets concerning the Son of man shall be accomplished. | 32 For he shall be delivered unto the Gentiles, and shall be mocked, and spitefully entreated, and spitted on:

33 And they shall scourge him, and put him to death: and the third day he shall rise again.

34 And they understood none of these things: and this saying was hid from them, neither knew they the things which were spoken.

35¶ And it came to pass, that as he was come nigh unto Jericho, a certain blind man sat by the way side begging:

36 And hearing the multitude pass by, he asked what it meant. 37 And they told him, that Jesus of Nazareth passeth by.

38 And he cried, saying, Jesus, thou Son of David, have mercy

on me.

39 And they which went before rebuked him, that he should hold his peace: but he cried so much the more, Thou Son of David, have mercy on me.

30 Ki is jahán men is se kahín ziyáda na páwe, aur us jahán men hamesha kí zindagí.

31 ¶ Aur us ne bárahon ko sáth leke, un se kahá, ki Dekho, ham Aurshalím ko játe hain, aur sab, jo nabion kí márifat ádmí ke Bete ke haqq men likhá hai, párá hogá.

32 Kyunki wuh Qaumon ke hawala kiyá jáegá, we us ko thathe men urádenge, aur beizzatí karenge, aur us ke muuh par thúkenge:

33 Aur us ko kore márke qatl karenge; aur wuh tísre din jí uthegá.

34 Lekin unhon ne un men se koí bát na samjhí: aur yih kalám un par chhipá rahá, aur in báton ká matlab zará un kí samajh men na áyá.

35¶ Phir aisá húá, ki jab wuh Yaríhá ke nazdík áyá, ek andhá ráh par baiṭhá bhík mángtá thá:

36 Us ne jánewálon ká shor sunke púchhá, ki kya hai. 37 Tab unhon ne use kahá, ki Įsá Násarí játá hai.

38 Us ne pukárke kahá, Ai ṛsá, Dáúd ke bete, mujh par rahm

kar.

39 Unhon ne, jo áge játe the, us ko dánțá, ki Chup rah: par wuh aur bhí chilláyá, ki Ai Daúd ke bete, mujh par rahm kar.

40 And Jesus stood, and commanded him to be brought unto him: and when he was come near, he asked him,

41 Saying, What wilt thou that I shall do unto thee? And he said, Lord, that I may receive my sight.

42 And Jesus said unto him, Receive thy sight: thy faith hath saved thee.

43 And immediately he received his sight, and followed him, glorifying God: and all the people, when they saw it, gave praise unto God.

[blocks in formation]

40 Tab sá ne thaharke farmáyá, ki Us ko mere pás láo: jab nazdík áyá, us ne use púchhá,

41 Tú kyá cháhtá hai ki main tere wáste karún? Us ne kahá, Ai Khudáwand, yih ki mujhe ánkhen milen.

42 sá ne use kahá, ki Milín: terí ímán ne tujhe changá kiyá.

43 Wuh usí dam dekhne lagá, aur Khudá kí taríf kartá húá, us ke píchhe chalá: aur sab logon ne dekhke Khudá kí tạríf kí.

UNISWAN BAB.

1 Aur wuh Aríhá men hoke játá thá.

2 Dekho, Zakí námí ek mard ne, jo mahsúllenewálon ká sardár aur daulatmand tha,

3 Cháhá ki sá ko dekhe, ki kaun hai; lekin bhír ke sabab dekh na saká, kyúnki náţá thá.

4 Tab age daurke ek gular kí per par charh gayá, ki use dekhe: kyunki wuh usí ráh se jáne ko thá.

5 Jab sá us jagah pahunchá, úpar nigáh kí, aur use dekhke us se kahá, Ai Zakí, jald utará; kyúnki áj mujhe tere ghar rahná zarúr hai.

6 Tab wuh jald utarke khushí se us ko apne ghar legayá.

« 前へ次へ »