ページの画像
PDF
ePub

that believe not. For Jesus knew from the beginning who they were that believed not, and who should betray him.

65 And he said, Therefore said I unto you, that no man can come unto me, except it were given unto him of my Father.

66From that time many of his disciples went back, and walked no more with him.

67 Then said Jesus unto the twelve, Will ye also go away? 68 Then Simon Peter answered him, Lord, to whom shall we go? thou hast the words of eternal life.

69 And we believe and are sure that thou art that Christ, the Son of the living God.

70 Jesus answered them, Have not I chosen you twelve, and one of you is a devil?

71 He spake of Judas Iscariot the son of Simon: for he it was that should betray him, being one of the twelve.

CHAPTER VII.

1 After these things Jesus walked in Galilee: for he would not walk in Jewry, because the Jews sought to kill him.

2 Now the Jews' feast of tabernacles was at hand.

3 His brethren therefore said unto him, Depart hence, and go into Judea, that thy disciples also may see the works that thou doest.

|

jo ímán nahíp láte. Kyúnki sá shurý se jántá thá, ki we kaun hain, jo ímán nahín láte hain, aur kaun use pakṛáwegá.

65 Phir us ne kahá, Isliye main ne tumhen kahá, ki koí mujh pás a nahín saktá, jab tak ki Báp kí taraf se diyá na jáe.

66 Tab se us ke shágirdon men se bahut phir gae, aur phir us ke sath na chale.

67 Tab sá ne un bárah ko kahá, Kyá tum bhí chale jáoge?

68 Shaman Pitras ne use jawab diyá, ki Ai Ķhudáwand, ham kis ke pás jáen? hamesha kí zindagi kí báten to áp ke pás hain.

69 Aur ham ímán rakhte hain, our jánte hain, ki áp jíte Ķhudá ke Farzand Masih hain.

70 sá ne unhen kahá, Kyá main ne tum bárahon ko nahín chuná? tadbhí tum men ek Shaitán hai.

71 Us kí murád Shamún ke bete Yahúdáe Iskaryútí se thí: kyúnki wuh un bárah men se ek thá.

SATWAN BAB.

1 Is ke píchhe Isá Jalil men phirá kiyá: kyúnki wuh Yahídiya men rahne na chahá, isliye ki Yahúdí use qatl karne cháte the. 2 Aur Yahúdíon ke Tambúon ká parab nazdík áyá.

3 Isliye us ke bhaíon ne use kahá, ki Yahán se Yabúdiya men já, jo kám tú karta hai, unhen tere shagird bhí dekhen.

4 For there is no man that doeth any thing in secret, and he himself seeketh to be known openly. If thou do these things, shew thyself to the world.

5 For neither did his brethren believe in him.

6 Then Jesus said unto them, My time is not yet come: but your time is alway ready.

7 The world cannot hate you; but me it hateth, because I testify of it, that the works thereof are evil.

8 Go ye up unto this feast: I go not up yet unto this feast; for my time is not yet full come.

9 When he had said these words unto them, he abode still in Galilee.

10 But when his brethren were gone up, then went he also up unto the feast, not openly, but as it were in secret.

11 Then the Jews sought him at the feast, and said, Where is he?

12 And there was much murmuring among the people concerning him for some said, He is a good man: others said, Nay; but he deceiveth the people.

13 Howbeit no man spake openly of him for fear of the Jews.

14 Now about the midst of the feast Jesus went up into the temple, and taught.

15 And the Jews marvelled,

[ocr errors]

4 Kyunki jo koi apne taín záhir karne cháhtá hai, so chhipke kuchh nahin kartá. Agar tú ye kám karta hai, to apne taín dunyá ko dekhá.

5 Yih isliye thá, ki us ke bhái bhí uspar ímán na laye the.

6 Tab sá ne unhep jawab diyá, ki Merá waqt abtak nahin ává: par tumhárá waqt hamesha taiyár hai.

7 Dunyá tum se dushmaní nahin kartí, par mujh se dushmaní karti hai, kyúnki main us par gawáhí detá hún, ki us ke kám bure hain.

8 Tum is parab men jáo: maiu abhí is parab men na jáúngá; mera waqt abhí púrá nahíu húá. 9 Wuh ye báten kahke, Jalil men rahá.

10 Lekin jab us ke bháí já chuke, to wuh bhí parab men gayá; par sab ke áge nahín, balki chhipke gayá.

11 Tab Yahúdí parab men use dhúndhne aur kahne lage, ki Wuh kahan hai?

12 Aur logon men us kí bátchít họ rahí thí: báze kahte the, ki Wuh bhalá ádmí hai: aur kitne kahte hain, ki Nahín, par wuh logon ko fareb detá hai. 13 Lekin Yahúdíon ke dar ke máre, koi shakhs us kí bát kholke na kahtá thá

14 Aur parab ke bích men sá ne girje men jáke, nasihat ki.

15 Tab Yahúdí achambhe se

saying, How knoweth this man letters, having never learned?

16 Jesus answered them, and said, My doctrine is not mine, but his that sent me.

17 If any man will do his will, he shall know of the doctrine, whether it be of God, or whether I speak of myself.

18 He that speaketh of himself seeketh his own glory: but he that seeketh his glory that sent him, the same is true, and no unrighteousness is in him.

19 Did not Moses give you the law, and yet none of you keepeth the law? Why go ye about to kill me?

20 The people answered and said, Thou hast a devil: who goeth about to kill thee?

21 Jesus answered and said unto them, I have done one work, and ye all marvel.

22 Moses therefore gave uuto you circumcision; (not because it is of Moses, but of the fathers.) and ye on the sabbath day circumcise a man

23 If a man on the sabbath day receive circumcision, that the law of Moses should not be broken; are ye angry at me, because I have made a man every whit whole on the sabbath day?

24 Judge not according to the appearance, but judge righteous judgment.

25 Then said some of them of Jerusalem, Is not this he, whom they seek to kill?

bole, ki Be síkhe yih ádmí kitábon ká bhed kahán se jántá hại?

16 sá ne unhen jawab men kahá, ki Meri nasihat meri nahíp, par mere bhejnewále kí hai.

17 Jo koí us ki marzí par chálá cháhe, so jánegá, ki Yih nasíhat Khudá kí taraf se hai, yá main apní taraf se kartá hún.

18 Jo apní taraf se kahta hai, so apní baráí cháhtá hai: lekin jo apne bhejnewále kí baráí chahta hai, so sachchá hai, aur us men daghá nahín hai.

19 Kyá Músá ne tumhen shariyat na dí, aur tad bhí tum men se koi shariyat par nahín chaltá? Tum kyún mere qatl ke fikr men ho?

20 Logon ne jawáb deke kahá, ki Tujh men ek bhút hai: kaun tere qatl ke fikr men hai?

21 sá ne jawab men unheg kahá, ki Main ne ek kám kiyá, aur tum sab achambhá karte ho. 22 Músá ne tumhen khatne ká dastúr diya hai; (isliye nahín, ki wuh Músá se hai, par Báp dádon se hai,) aur tum árám ke din men ádmí ká khatua karte ho.

23 Agar árám ke din men ádmí ká khatna kiyá játá hai, táki Músá kí shariyat țálí na jáe; kyá tum isliye mujh se ghussa ho, ki main ne árám ke din meg ek mard ko bilkull changá kiya? 24 Tarafdárí se insaf na karo, balki wajibí insaf karo,

25 Tab báze Aurshalímion ne kahá, Kyá yih wuh nahíg, jis ke we qatl ki fikr men hain?

[blocks in formation]

F

26 Lekin dekho, wuh to beparwá bolta hai, aur we use kuchh nahin kahte. Kyá sardáron ne sach jáná, ki yihí Masih hai?

27 Par hamen málúm hai, ki yih kahán se hai: par jab Masíh áwegá, koí na jánegá, ki wuh kahán se hai.

28 Tab sá girje men nasihat karte húe yún pukárá, ki Tum mujhe pahchánte, aur jánte ho, ki main kahan ká hún: aur áp se nahín áyá hún, magar merá bhejnewálá sachchá hai, jise tum log nahín jánte.

29 Par main use jántá hún: isliye ki main us kí taraf se áyá hún, aur us ne mujhe bhejá hai. 30 Tab unhon ne cháhá, ki use pakar len: par isliye ki uská waqt abtak na pahunchá thá, kisí ne uspar háth na ḍálá.

31 Aur bahutere un logon men se uspar ímán láke bole, ki Jab Masih áwegá, kyá wuh is shakhs se ziyada karamát dekháwegá, jo yih dekhátá hai?

32 Jab Farísíon ne us kí bábat logon ká kaṛkaṛáná suná, tab unhon ne aur sardár pádríon ne use pakarne ko piyáde bheje.

33 Tab sá ne unhen kahá, ki Ab thorí der main tumháre sáth hún, aur apne bhejnewále ke pás játá hún.

34 Tum mujhe dhundhoge, par na páoge: aur jahán main hún, tum á na sakoge.

35 Tab Yahúdíon ne ápas men

themselves, Whither will he go, that we shall not find him? will he go unto the dispersed among the Gentiles, and teach the Gentiles?

36 What manner of saying is this that he said, Ye shall seek me, and shall not find me: and where I am, thither ye cannot come?

37 In the last day, that great day of the feast, Jesus stood and cried, saying, If any man thirst, let him come unto me, and drink. 38 He that believeth on me, as the Scripture hath said, out of his belly shall flow rivers of living water.

39 (But this spake he of the Spirit, which they that believe on him should receive: for the Holy Ghost was not yet given; because that Jesus was not yet glorified.)

40 Many of the people therefore, when they heard this saying, said, Of a truth this is the Prophet.

41 Others said, This is the Christ. But some said, Shall Christ come out of Galilee ?

[ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][merged small]

41 Auron ne kahá, ki Yih Masih hai. Par bázon ne kahá, Kya Masih Jalil se niklegá?

42 Kyá likhá húa nahín hai, ki Masih Dáúd kí nasl se aur Baitlahm kí bastí se átá hai?

42 Hath not the Scripture said, That Christ cometh of the seed of David, and out of the town of Bethlehem, where David was? 43 So there was a division among the people because of | judáí húí. him.

44 And some of them would have taken him; but no man laid hands on him.

43 Yún us kí bábat logon men

44 Aur bazon ne cháhá thá, ki use pakar len; par kisí ne uspar háth na dále.

« 前へ次へ »