ページの画像
PDF
ePub
[blocks in formation]

31 Jab wuh chala gayá, tab sá ne kahá, ki ádam ke Farzand ne buzurgí páí, aur Ķhudá ne us se buzurgí páí.

32 Agar Khudá us se buzurgí páwe, to Khudá bhí áp se use buzurgí degá, aur dene men der na karegá.

33 Ai bachcho, ab thorí der main tumhárẻ sáth hún. Tum mujhe dhúndhoge; aur jaisá ki main ne Yahúdíon se kahá, ki Jahán main játá hún, tum nahín á sakte; waisá main ab tumhen bhí kahtá hún.

34 Main tumhen ek nayá hukm detá hún, ki Ek dúsre ko piyár

34 A new commandment I give unto you, That ye love one another; as I have loved you, that karo; jaisá ki main ne tumhen also love one another.

ye

35 By this shall all men know that ye are my disciples, if ye have love one to another.

36 Simon Peter said unto

him, Lord, whither goest thou? Jesus answered him, Whither I go, thou canst not follow me now; but thou shalt follow me afterwards.

37 Peter said unto him, Lord, why cannot I follow thee now? I will lay down my life for thy sake.

38 Jesus answered him, Wilt thou lay down thy life for my sake? Verily, verily, I say unto thee, The cock shall not crow, till thou hast denied me thrice.

|

piyár kiya, tum bhí ek dúsre ko piyár karo.

35 Is se sab ádmí jánenge, ki tum mere shagird ho, agar tum ek dusre ko piyár karo.

36 Shaman Pitras ne use kahá, ki Ai Khudawand, áp kahán játe hain? Isá ne jawab diyá, ki Jahán main játá hún, tú ab mere píchhe á nahin saktá; par áge ko mere píchhe áwegá. 37 Pitras ne jawab diyá, ki Ai Khudáwand, ab main áp ke píchhe kyún nahín á saktá? main áp ke liye apní ján dúngá.

38 sá ne use jawáb diyá, Kyá tú mere liye apní ján dhar degá? Main tujh se sach sach kahtá hún, ki murgh báng na degá, jab tak tú tín bár mujh se mukar na jáe.

CHAPTER XIV.

1 Let not your heart be troubled: ye believe in God, believe also in me.

2 In my Father's house are many mansions: if it were not so, I would have told you. I go to prepare a place for you.

3 And if I go to prepare a place for you, I will come again, and receive you unto myself; that where I am, there ye may be also.

4 And whither I go ye know, and the way ye know.

5 Thomas saith unto him, Lord, we know not whither thou goest; and how can we know the way

?

6 Jesus saith unto him, I am the way, and the truth, and the life: no man cometh unto the Father, but by me.

7 If ye had known me, ye should have known my Father also: and from henceforth ye know him, and have seen him.

8 Philip saith unto him, Lord, shew us the Father, and it sufficeth us.

9 Jesus saith unto him, Have I been so long time with you, and yet hast thou not known me, Philip? he that hath seen me hath seen the Father; and how sayest thou then, Shew us the Father?

10 Believest thou not that I am in the Father, and the Fa- | ther in me? the words that I

CHAUDAHWAN BAB.

1 Dilgír mat ho tum Khudá par ímán rakhte ho, mujh par bhí ímán rakho.

2 Mere Báp ke ghar men bahutse makán hain: nahín to, main tumhen kahtá. Main játá hún, táki tumháre liye jagah karún.

3 Aur main jake, aur jagah karke, phir áúngá, aur tumhen apne sáth lúngá; táki jaháŋ maių hún, tahán tum bhí raho.

4 Aur jahán main játá hún, tum jánte ho, aur ráh jánte ho.

5 Somá ne use kahá, ki Ai Khudáwand, ham nahío jánte, ki áp kahán játe hain; aur ham kyúnkar ráh jánen?

6 sá ne use kahá, ki Ráb, aur sacháí, aur zindagí main hún: mujhe chhorkar koí Báp pás nahín já saktá.

7 Agar tum mujhe jante, to mere Báp ko bhí jánte: aur ab se tum use jánte ho, aur use dekha hai.

8 Failbús ne use kahá, ki Ai Khudáwánd, Báp ko hamen dikhláiye, jis men hamárí khátir jamą ho.

9 sá ne kahá, ki Ai Failbús, main itní muddat se tumhare sáth hún, aur ab tak tú mujhe nahín jántá? jis ne mujhe dekhá hai, us ne Báp ko dekha hai; aur tú kyúnkar kahtá hai, ki Báp ko hamen dikhlá?

10 Kyá tú sach nahín mán tá, ki main Báp men húy, aur Báp mujh men hai? jo báten main

speak unto you I speak not of myself but the Father, that dwelleth in me, he doeth the works.

11 Believe me that I am in the Father, and the Father in me: or else believe me for the very work's sake.

12 Verily, verily, I say unto you, He that believeth on me, the works that I do shall he do also; and greater works than these shall he do; because I go unto my Father.

13 And whatsoever ye shall ask in my name, that will I do, that the Father may be glorified in the

[blocks in formation]

tumhen kahtá hóp, main áp se nahin kahtá: lekin Báp, jo mujh men rahta hai, wuh yih kám kartá hai.

11 Merí bát ko sach máno, ki main Báp men aur Báp mujh men hai aur nahín to, in kámon ke liye mujhe sachchá jánon.

12 Main tum se sach sach kahtá hún, ki Jo mujh par ímán rakhtá hai, so wahí kám karega, jo main kartá hún; aur un se bhí baṛá kám karegá, kyúnki main apne Báp pás játá hún.

13 Aur jo kuchh tum log mere nám se mángoge, main wahí karángá, táki Báp Bete men buzurgí páwe.

14 Jo kuchh tum mere nám se mángoge, main wahí karúngá. 15 Agar tum mujhe piyár · karte ho, to mere hukmon ko máno.

16 Aur main apne Báp se mángángá, aur wuh dúsrá Tasallidenewálá tumhen degá, jo hamesha tumháre sáth rahegá;

17 Yáne sacháí kí Rúh ko; jise dunyá qabúľ nahin kar sakti, kyúnki use nahin dekhti, aur nahín jántí hai: lekin tum use jánte ho; kyúnki wuh tumháre sáth hai, aur tum men rahegí.

18 Main tumhen bekas nat chhoṛúngá: main tumháre pás áúngá.

19 Ab thoṛá, aur phir dunyá mujhe na dekhegí; par tum mujhe dekhte ho aur mere jíne ke sabab se tum bhí jíoge. 20 Us roz tum jánoge, ki main

:

that I am in my Father, and ye Báp men, aur tum mujh men, in me, and I in you.

[blocks in formation]

aur main tum men hún.

21 Jo mere hukmon ko rakhtá hai, aur unhen mántá hai, sohí mujhe piyár karta hai: aur jo mujhe piyár karta hai, so mere Báp ká piyárá hogá, aur main use piyár karúngá, aur apne taín us par záhir karúngá.

22 Yahúdá ne, (Iskaryútí nahín,) use kahá, ki Ai Ķhudáwánd, kyúnkar áp apne taín ham par záhir karenge, aur dunyá par nahín?

koí

23 Įsá ne jawáb men use kahá, ki Agar koi mujhe piyár kare, to wuh merí báton ko mánegá: aur merá Báp use piyár karegá, aur ham us ke pás áwenge, aur us ke sath rahenge.

24 Jo mujhe piyár nahín kartá, so merí báton ko nahín mántá: aur yih bát, jo tum sunte ho, so merí nahín, par mere Báp kíhai, jis ne muhje bhejá.

25 Tumháre sáth hote húe maiu ne tumhen ye báten kahin.

26 Lekin wuh Tasal lídenewálá Rúh i Pák, jise Báp mere nám se bhejega, wuh tumhen sab chízen sikhláwegá, aur meri sárí báton ko tumhen yád diláwegá.

27 Arám tumáre pás main chhor játá hún, apná árám maig tumeŋ detá hún: jaisá dunyá detí hai, taisá main tumhen nahín detá hún. So dilgír mat ho, aur mat daro.

[blocks in formation]
« 前へ次へ »