ページの画像
PDF
ePub

knowledge of that way, he deferred them, and said, When Lysias the chief captain shall come down, I will know the uttermost of your matter.

23 And he commanded a centurion to keep Paul, and to let him have liberty, and that he should forbi d none of his acquaintance to minister or come unto him.

24 And after certain days when Felix came with his wife Drusillah, which was a Jewess, he sent for Paul, and heard him concerning the faith in Christ.

.

25 And as he reasoned of righteousness, temperance, and judgment to come, Felix trembled, and answered, Go thy way for this time; when I have a convenient season, I will call for thee.

26 He hoped also that money should have been given him of Paul, that he might loose him : wherefore he sent for him the oftener, and communed with him.

27 But after two years Porcius Festus came into Felix' room: and Felix, willing to shew the Jews a pleasure, left Paul bound.

CHAPTER XXV.

1 Now when Festus was come into the province, after three days he ascended from Cesarea to Jerusalem.

2 Then the high priest, and the

[blocks in formation]

chief of the Jews, informed him against Paul, and besought him,

3 And desired favour against him, that he would send for him to Jerusalem, laying wait in the way to kill him.

4 But Festus answered, that Paul should be kept at Cesarea, and that he himself would depart shortly thither.

5 Let them therefore, said he, which among you are able, go down with me, and accuse this man, if there be any wickedness in him.

6 And when he had tarried among them more than ten days, he went down unto Cesarea, and the next day sitting on the judgment seat, commanded Paul to be brought.

7 And when he was come, the Jews which came down from Jerusalem stood round about, and laid many and grievous complaints against Paul, which they could not prove.

8 While he answered for himself, Neither against the law of the Jews, neither against the temple, nor yet against Cesar, have I offended any thing at all. 9 But Festus, willing to do the Jews a pleasure, answered Paul, and said, Wilt thou go up to Jerusalem, and there be judged of these things before me?

10 Then said Paul, I stand at

húdíon ke raíson ne us ke áge Paul kí faryád karke, us se darkháwst kí,

3 Aur us ke muqaddame men yih mihrbání cháhí, ki use Aurshalím men bulá bheje; aur ghát men the, ki us ko ráh men már dálen.

4 Par Festus ne jawáb diyá, ki Paul to Kaisariya men band hai, aur main áp bhí wahán jald jáne ká iráda rakhtá hún.

5 Aur kahá, Pas tum men se jinhen maqdúr ho, sáth chalen, agar is shakhs men kuchh badí ho, to us par nálish karen.

6 Un ke darmiyán das din se ziyáda na rahá, aur Kaisariya ko gayá; aur dúsre din adálat ke takht par baithke, hukm kiyá, ki Paul ko láwen.

7 Jab wuh házir húá, we Yahúdí, jo Aurshalím se áye the, us ke ás pás khaṛe hoke, baṛí barí tuhmaten, jo sábit na kar sake, Paul par karne lage.

8 Us ne apne uzr men kahá, ki Main ne na Yahúdíon kí shariyat ká, aur na haikal ká, aur na Kaisar ká kuchh gunah kiyá hai. 9 Tab Festus ne yih cháhke, ki Yahúdíon ko khush kare, Paul ke juwáb men kahá, Tú rází hai, ki Aurshalím ko jáe, aur in báton kí tahqiqát wahan mere sámbne ho?

10 Paul ne kahá, Main Kaisar

Cesar's judgment seat, where I ought to be judged: to the Jews have I done no wrong, as thou very well knowest.

11 For if I be an offender, or have committed any thing worthy of death, I refuse not to die: but if there be none of these things whereof these accuse me, no man may deliver me unto them. I appeal unto Cesar.

12 Then Festus, when he had conferred with the council, answered, Hast thou appealed unto Cesar? unto Cesar shalt thou go. 13 And after certain days king Agrippa and Bernice came unto Cesarea to salute Festus.

14 And when they had been there many days, Festus declared Paul's cause unto the king, saying, There is a certain man left in bonds by Felix:

15 About whom, when I was at Jerusalem, the chief priests and the elders of the Jews informed me, desiring to have judgment against him.

ki adálat men khaṛá hún, cháhiye ki yahín merá insaf ho: aur main ne kuchh qusúr na kiyá, chunánchi tú ba khúbí jantá hai.

11 Pas agar main ne kuchh qusúr, yá koí bát qatl ke láiq kiyá ho, to máre jane se inkár nahin kartá: par agar in chízon kí, jin kí we tuhmat mujh par karte, kuchh asl na ho, to koí, un kí khushi ke liye, mujhe an ke hawále nahin karsaktá. Main Kaisar kí duhái detá hún.

12 Tab Festus ne salábkáron se maslahat karke jawab diyá, ki Tú ne Kaisar kí duháí dí? to Kaisar hí ke pás jáegá

13 Aur kuchh din bíte Agrippa badshah aur Bernike Kaisariya men aye, ki Festus ko salám karen.

14 Aur jab we bahut din wahán rahe, Festus ne Paul ká hál badshah se bayán kiyá, ki Ek shakhs hai, jise Felix qaid men chhor gayá :

15 Jab main Aurshalím men thá, sardár káhin aur Yahúdíon ke buzurgon ne, us kí faryád karke, cháhá, ki us kí sazá howe.

16 Unhen main ne jawab diyá,

16 To whom I answered, It is not the manner of the Romanski Rúmíon ká dastúr nahív, ki jab

to deliver any man to die, before that he which is accused have the accusers face to face, and have licence to answer for himself concerning the crime laid against him.

17 Therefore, when they were come hither, without any delay

tak muddaalaihi apne muddaíon ke rúbarú na ho, aur dawá ká jawáb na dene páwe, use qatl ke liye hawála karen.

17 Phir jab we jamą hoke yahán aye, main ne kuchh der

on the morrow I sat on the judgment seat, and commanded the man to be brought forth.

18 Against whom when the accusers stood up, they brought none accusation of such things as I supposed:

19 But had certain questions against him of their own superstition, and of one Jesus, which was dead, whom Paul affirmed to be alive.

20 And because I doubted of such manner of questions, I asked him whether he would go to Jerusalem, and there be judged of these matters.

21 But when Paul had appealed to be reserved unto the hearing of Augustus, I commanded him to be kept till I might send him to Cesar.

22 Then Agrippa said unto Festus, I would also hear the man myself. To morrow, said he, thou shalt hear him.

23 And on the marrow, when Agrippa was come, and Bernice, with great pomp, and was entered into the place of hearing, with the chief captains, and principal men of the city, at Festus' commandment Paul was brought forth.

24 And Festus said, King Agrippa, and all men which are here present with us, ye see this man, about whom all the multitude of the Jews have dealt with me, both at Jerusalem, and also

na karke, dúsrehí din adálat ke takht par baithkar hukm kiya, ki us shaks ko láo.

18 Par jab us ke muddai khare húe, to unhon ne us par dawá ká koí sabab na batayá, jin ká mujhe khiyál thá :

19 Balki we apne dín aur sá kí bábat, jo margaya, jise Paul kahtá thá, ki zinda hai, us se bahs karte the.

20 Jab main is muqaddame kí tahqiq men hairán thá, us se púchhá, Kyá tú rází hai, ki Aurshalím ko jáe, aur wahán in báton kí tahqiq bo.

21 Par jab Paul ne duháí dí, ki Merá insaf Janáb i álí hí kí tahqiq par mauqúf rahe, main ne hukm kiya, ki us kí khabardárí karen, jab tak main use Kaisar ke pás bhej dán.

22 Tab Agrippa ne Festus se kahá, Main bhí khud cháhtá, ki is shakhs kí sunúд. Wuh bolá, ki Kal tú us kí sunegá.

23 Aur dúsre din jab Agrippa aur Bernike dhúm dhám se, fauj ke sardár aur shahr ke raison ke sáth, kachahrí men dákhil húe, aur Festus ke hukm se Paul ko láye,

24 Tab Festus ne kahá, Ai Agrippa bádshah, aur ai sab sáhibo, jo hamáre sáth ho, tum us ko, ki dekhte ho, wahi hai, jis par Yahúdíon kí tamám guroh kya Aurshalím men, kya yahán

here, crying that he ought not faryád karte, mujhe ghere hain,

to live any longer.

25 But when I found that he had committed nothing worthy of death, and that he himself hath appealed to Augustus, I have determined to send him.

26 Of whom I have no certain thing to write unto my lord. | Wherefore I have brought him forth before you, and specially before thee, O king Agrippa, that, after examination had, I might have somewhat to write.

27 For it seemeth to me unreasonable to send a prisoner, and not withal to signify the crimes laid against him.

CHAPTER XXVI.

1 Then Agrippa said unto Paul, Thou art permitted to speak for thyself. Then Paul stretched forth the hand, and answered for himself:

2 I think mayself happy, king Agrippa, because I shall answer for myself this day before thee touching all the things whereof I am accused of the Jews:

3 Especially because I know thee to be expert in all customs and questions which are among the Jews: wherefore I beseech thee to hear me patiently,

4 My manner of life from my youth, which was at the first amine own nation at Jerumong salem, know all the Jews; 5 Which knew me from the

[ocr errors]

ki na chahiye ki áge ko jítá rahe.

25 Par jab main ne daryáft kiyá, ki us ne qatl ke láiq koi kám na kiya, aur us ne khud Janábiálí kí duháí dí, to main ne tháná, ki use bhej dún.

26 Aur mujhe us ke haqq men koí bát ká yaqin nahín, ki apne Khudáwand ko likhún. Is waste main ne use tumháre áge, aur Agrippa bádsháh, kháss tere áge házir kiyá thá, ki tahqíqát ke bád kuchh likh sakún.

27 Kyunki mujhe námunasib málúm hota hai, ki bandhúe ko bhejún, aur us par jo tubmaten kí hain, na batáún.

CHHABBISWAN BAB.

1 Agrippa ne Paul se kahá, Tujhe parwánagí hai, ki apná uzr bayán kare. Tab Paul háth uṭhákar, apná uzr bayán karne lagá:

2 Ki Ai bádshah Agrippa, main apní nekbakhtí jántá hún, ki un sab báton ká, jin ká Yahúdí mujh par dawá karte hain, áj tere sámhne uzr bayán karán.

3 Kháss is liye ki tú Yahúdion ke tamám dastúr aur maslon se wáqif hai: so main terí minnat karta hún, ki thaharke merí sun.

4 Ki meri chal jawání se sab Yahúdí jante hain, ki kis tarah shurá se apne qaum ke darmiyau Aurshalím men nibáhtá rahá: 5 So we, jo mujhe shurá se

« 前へ次へ »