ページの画像
PDF
ePub

beginning, if they would testify, that after the most straitest sect of our religion I lived a Pharisee.

6 And now I stand and am judged for the hope of the promise made of God unto our fa

thers:

7 Unto which promise our twelve tribes, instantly serving God day and night, hope to come. For which hope's sake, king Agrippa, I am accused of the Jews.

8 Why should it be thought a thing incredible with you, that God should raise the dead?

9 I verily thought with myself, that I ought to do many things contrary to the name of Jesus of Nazareth.

10 Which thing I also did in Jerusalem and many of the saints did I shut up in prison, having received authority from the chief priests; and when they were put to death, I gave my voice against them,

11 And I puninshed them oft in every synagogue, and compelled them to blaspheme; and being exceedingly mad against them, I persecuted them even unto strange cities.

12 Whereupon as I went to Damascus with authority and commission from the chief priests,

13 At midday, O king, I saw

jánte, agar cháhen, to gawáhí den, ki main un ke mazhab ke sab se parhezgár, firqe ke muwáfiq zindagí kartá rahá, yane Farísí thá.

6 Aur ab us wade kí ummed ke sabab, jo Khudá ne hamáre báp dádon se kiyá thá, main yahán khará hún, aur mujh par nálish karke yahan khaṛá kiya:

7 Jis ke páne kí ummed par hamáre bárah firqe dil o ján se rát din bandagi kiyá karte. Ai badshah Agrippa, isí ummed ke liye Yahúdí mujh par faryád karte hain.

8 Yih bát tum kyún beiątbár thahráte ho, ki Khudá murdon ko jilátá hai?

9 Hán, main ne bhí apne dil men samjhá, ki zarúr hai, ki Įsá Násarí ke nám kí bahut barkhiláfí karún.

10 So bhí main ne Aurshalím men kiya aur sardár káhinon se ikhtiyár páke bahut se muqaddason ko qaidkḥáne men band kiya; aur jab we qatl hote the, main hámí bhartá thá.

11 Aur main ne aksar harek ibádatkháne men már márke zabardastí un se kufr kahwáyá; aur un par niháyat junún karke begáne shahron tak jáke satátá thá.

12 Is hál meu jab sardár káhinon se ikhtiyár aur par wánagí leke, main Dimishq ko játá thá,

13 Do pahar ko, Ai bádshah,

in the way a light from heaven, above the brighitness of the sun, shining round about me and them which journeyed with me. 14 And when we were all fallen to the earth, I heard a voice speaking unto me, and saying in the Hebrew tongue, Saul, Saul, why persecutest thou me? it is hard for thee to kick against the pricks.

15 And I said, Who art thou, Lord? And he said, I am Jesus whom thou persecutest.

16 But rise, and stand upon thy feet for I have appeared unto thee for this purpose, to make thee a minister and a wit

ness both of these things which thou hast seen, and of those things in the which I will appear unto thee;

17 Delivering thee from the people, and from the Gentiles, unto whom now I send thee,

18 To open their eyes, and to turn them from darkness to light, and from the power of Satan unto God, that they may receive forgiveness of sins, and inheritance among them which are sanctified by faith that is in me. 19 Whereupon, O king Agrippa, I was not disobedient unto the heavenly vision :

20 But shewed first unto them of Damascus, and at Jerusalem, and throughout all the coasts of Judea, and then to the Gentiles, that they should repent and turn

main ne ráh men dekhá, ki ásmán se ek núr, jo súraj kí chamak se ziyáda thá, mere aur mere sathion ke gird chamká. 14 Jab ham sab zamín par gir pare, main ne kisí kí áwáz suní, jo Ibrí zabán men mujh se kahtá thá, Ai Saul, Saul, tú mujhe kyún satatá hai? paine kí kil par lát márná tere liye bura hai.

15 Tab main ne kahá, Ķhudáwand, tú kaun hai? Wuh bolá, main sá hún, jise tú satátá hai. 16 Ab uth, aur khará ho: kyúnki main isliye tujh par záhir húa, ki tujhe in chizon ká khidmatkarnewálá, aur gawáh thahráín, jinhen tú ne dekhá, aur jo ti main tujh par záhir karángá;

17 Main tujhe is qaum aur Ghairqaumon se bacháúngá, jin ke pás ab main tujhe bhejtá hún,

18 Ki tú un kí ánkhen khol de, táki we andhere se unjiyále, aur Shaitan ke ikhtiyár se Ķhudá kí taraf phiren, aur gunáhon kí muafi aur muqaddason men mírás páwen, is ímán ke sabab, jo mujh par hai.

19 Ai bádsáh Agrippa, main us ásmání royá ká náfarmánbardár na húá.

20 Balki pahle unhen chitáyá, jo Dimishq o Aurshalím aur sáre Yahúdiya ke mulk men hain, aur Ghairqaumon ko bhí, ki tauba karen, aur Khudá kí taraf phiren

to God, and do works meet for repentance.

21 For these causes the Jews caught me in the temple, and went about to kill me.

22 Having there fore obtained help of God, I continue unto this day, witnessing both to small and great, saying none other things than those which the prophets and Moses did say should

come:

23 That Christ should suffer, and that he should be the first that should rise from the dead, and should shew light unto the people, and to the Gentiles.

aur tauba ke muwáfiq amal karen.

21 Inbín báton ke sabab Yahúdíon ne mujhe haikal men pakarke, mere qatl ki tadbír kí.

22 Par Khudá kí madad páke, áj tak khaṛá hún, aur chhote bare par gawáhí detá, aur kuchh nahín kahtá, siwa is ke, jo nabíon aur Músá ne kahá ki hogá:

23 Ki Masih dukh uṭháwegá, aur murdon ke jí uthne ká pahlá hoke, is qaum aur Ghairqaumon ko núr pahuncháwegá.

24 Jub wuh apne uzr ki ye báten kahtá thá, Festus ne pukárke

24 And as he thus spake for himself, Festus said with a loud voice, Paul, thou art beside thy-kahá, ki Ai Paul, tú díwána self; much learning doth make thee mad.

25 But he said, I am not mad, most noble Festus; but speak forth the words of truth and soberness.

26 For the king knoweth of these things, before whom also I speak freely: for I am persuaded that none of these things are hidden from him; for this thing was not done in a corner.

27 King Agrippa, believest thou the prophets? I know that thou believest.

28 Then Agrippa said unto Paul, Almost thou persuadest me to be a Christian.

29 And Paul said, I would to God, that not only thou, but also all that hear me this day, were

hai; bahut ilm ne tujhe díwána kiyá.

25 Us ne kahá, Ai Festus bahádur, main díwána nahín hún; balki sacháí aur hoshyárí kí báten kahtá.

26 Ki bádshah, jis ke sámhne ab main bedhaṛak boltá hún, yih jántá hai: aur mujhe yaqín hai, ki koí bát un men se us par chhipí nahín; kyúnki yih májará to kone men nahin húá.

27 Ai bádshah Agrippa, kyá tú nabíon ko mántá? Main jántá hún ki mántá hai.

28 Agrippa ne Paul se kahá, Nazdik hai, ki tere samjháne se Įsáí ho jáún.

29 Paul bolá, Ķhudá kare, ki sirf tú hí nahín, balki jitne áj merí sunte hain, faqat nazdík

both almost, and altogether such as I am, except these bonds.

30 And when he had thus spoken, the king rose up, and the governor, and Bernice, and they that sat with them:

31 And when they were gone aside, they talked between themselves, saying, This man doeth nothing worthy of death or of bonds.

32 Then said Agrippa unto Festus, This man might have been set at liberty, if he had not appealed unto Cesar.

CHAPTER XXVII.

1 And when it was determined that we should sail into Italy, they delivered Paul and certain other prisoners unto one named Julius, a centurion of Augustus' band.

2 And entering into a ship of Adramyttium, we launched, meaning to sail by the coasts of Asia, one Aristarchus, a Macedonian of Thessalonica, being being with us.

3 And the next day we touched at Sidon. And Julius courteously entreated Paul, and gave him liberty to go unto his friends to refresh himself

4 And when we had launched from thence, we sailed under Cyprus, because the winds were contrary.

5 And when we had sailed over

nahín, lekin bilkul aisehí hon, jaisá main hún, magar baghair in zanjíron ke.

30 Jab us ne yih kahá, bádsáh uṭhá, aur hákim, o Bernike, aur jo un ke sáth baithe the:

31 Aur nirále men jake ápas men kahne lage, ki Yih shakhs to koi aisí bát nahín kahtá, jo qaid ya qatl ke láiq ho.

32 Agrippa ne Festus se kahá, Agar Kaisar kí duhái na detá, to ho saktá thá, ki yih shakhs chhút jáe.

SATAISWAN BAB.

1 Aur jab muqarrar húá, ki ham jaház par Italia ko jáen, unhon ne Paul aur kitne aur qaidíon ko Julius námí ek Augustusí paltan ke súbedár ke hawále kiya.

2 Aur Adramutta ke ek jaház par, jo Asia ke kináre kináre jane par thá, chaṛhke, ham ne langa uthayá; aur Aristarkhus Makedoní shahr Thessalonika se hamáre sáth thá.

3 Dúsre din ham Saidá men

pahunche. Aur Julius ne, Paul se khush sulúkí karke, parwánagi dí, ki apne doston ke pás jáke, árám páwe.

4 Phir wahan se langar uthake Quprus ke niche se guzre, is liye ki hawá sámhne kí thí.

5 Aur jab ham Kilikia aur

the sea of Cilicia and pamphylia, Pamfulia ke samundar se guzre,

we came to Myra, a city of Lycia.

6 And there the centurion found a ship of Alexandria sailing into Italy; and he put us therein.

7 And when we had sailed slowly many days, and scarce were come over against Cnidus, -the wind not suffering us, we sailed under Crete, over against Salmone;

8 And, hardly passing it, came unto a place which is called The fair havens; nigh whereunto was the city of Lasea.

9 Now when much time was spent, and when sailing was now dangerous, because the fast was now already past, Paul admonished them,

10 And said unto them, Sirs, I perceive that this voyage will be with hurt and much damage, not only of the lading and ship, but also of our lives.

11 Nevertheless the centurion believed the master and the owner of the ship, more than those things which were spoken by Paul. 12 And because the haven was not commodious to winter in, the more part advised to depart thence also, if by any means they might attain to Phenice, and there to winter; which is an haven of Crete, and lieth toward the south west and north west.

13 And when the south wind blew softly, supposing that they had obtnined their purpose,

to Murra námí Lukia ke shahr men aye.

6 Súbadár ne wahán Iskandariya ká ek jaház páke, jo Italia ko játá thá, hamen us par biṭháyá. 7 Aur jab ham bahut din áhista áhista chale, aur mushkil se Knidus ke sámhne áye, to is liye ki hawa hamen áge barhne na detí thí, Krete kí taraf jáke Salmone ke sámhne aye;

8 Aur wahán se mushkil se guzarke, us jagah, jo Husan bandar kahlátá hai, pahunche; Alassa shahr us ke nazdík thá.

9 Jab bahut din guzre, aur ab jaház ke chalne men khatra thấ, is liye ki roze ke din bhí guzargaye the, Paul ne unhen chitáke kahá,

10 Ai sáhibo, main dektá hún, ki is safar men nuqsán aur barí tabáhí pahunchegí, na sirf bojhe aur jaház par, balki hamárí jánon par bhí.

11 Par súbadár ne mánjhí aur jaház ke málik kí báton ko, Paul kí báton se ziyáda máná.

12 Aur is liye ki wuh bandar achchhá na thá, ki wahán járá káten, aksaron ne saláh kí, ki wahán se rawána hon, ki agar ho sake, to Foiníkí men pahunchke, járá káṭen; ki wuh Krete ká ek bandar tha, jo dakkhin pachchhim aur uttar pachchim ke rukh tháo

13 Jab kuchh kuchh dakhaniyá chalne lagi, to unhon ne yih samajhke, ki apne matlab ko pahun

« 前へ次へ »