ページの画像
PDF
ePub

loosing thence, they sailed close che, langar uṭháyá, aur Krete by Crete.

14 But not long after there arose against it a tempestuous wind, called Euroclydon.

15 And when the ship was caught, and could not bear up into the wind, we let her drive.

16 And running under a certain island which is called Clauda, we had much work to come by the boat:

ká kinára pakṛe, rawána húe.

14 Lekin thorí der bad ek bari túfání hawá ká, jo Eurakulon kahlátí hai, us ko tamancha lagá.

15 Aur jab jaház ikhtiyár men na rahá, aur hawa ko sambhál na saká, to ham ne chhor diyá, · ki chalá jáe.

16 Aur ek tápú ke tale, jis ká nám Kauda hai, bah gaye, aur barí mushkil se chhotí náo ko qábú men láye.

17 Aur use uṭháke unhon ne, tadbíren karke, jaház ko níche se bándhá; aur Surtis námí

17 Which when they had taken up, they used helps, undergirding the ship; and fearing lest they should fall into the quick-chorbálá men ḍhas jane ke dar sands, strake sail, and so were driven.

18 And we being exceedingly tossed with a tempest, the next day they lightened the ship;

19 And the third day we cast out with our own hands the tackling of the ship.

20 And when neither sun nor stars in many day appeared, and no small tempest lay on us, all hope that we should be saved was then taken away.

21 But after long abstinence Paul stood forth in the midst of them, and said, Sirs, ye should have hearkened unto me, and not have loosed from Crete, and to have gained this harm and loss. 22 And now I exhort you to be of good cheer: for there shall be no loss of any man's life among you, but of the ship.

se, ham ne jaház ká pál wál girádiyá, aur yúnhí chale.

18 Jab andhí ne hamen niháyat satáyá, to dúsre din unhon ne jaház ká bojh phenk diyá;

19 Aur tísre din ham ne apne báthou se jaház ká asbáb bhí phenká.

20 Aur jab bahut dinon tak súraj aur táre nazar na áye, aur barí ándhí chalti rahí, ákhir ko bachne kí ummed hamen bilkull játí rahí.

21 Aur bahut fáqon ke hád Paul ne un ke bích men khare hoke hahá, ki Ai Sáhibo, lázim tha ki tum hamárí bát mánke Krete se na chalte, aur yih nuqsán aur tabáhí na uțháte.

22 Aur ab main tumhárí minnat karta hún, ki khátirjamą rakho: kyúuki tum men se kisí kí ján barbád na hogí, magar jaház.

23 For there stood by me this night the angel of God, whose I am, and whom I serve,

24 Saying, Fear not, Paul; thou must be brought before Cesar: and, lo, God hath given thee all them that sail with thee.

25 Wherefore, sirs, be of good cheer: for I believe God, that it shall be even as it was told me.

26 Howbeit we must be cast upon a certain island.

27 But when the fourteenth night was come, as we were driven up and down in Adria, about midnight the shipmen deemed that they drew near to some country;

28 And sounded, and found it twenty fathoms: and when they had gone a little further, they sounded again, and found it fifteen fathoms.

29 Then fearing lest they should have fallen upon rocks, they cast four anchors out of the stern, and wished for the day.

30 And as the shipmen were about to flee ont of the ship, when they had let down the boat into the sea, under colour as though they would have cast anchors out of the foreship,

31 Paul said to the centurion and to and soldiers, Except these abide in the ship, ye cannot be saved.

32 Then the soldiers cut off

23 Kyunki usí Khudá ke firishte ne, jis ká main hún, aur jis kí bandagí kartá, rát ko mere pás áke kahá,

24 Ai Paul, mat dar; kyúnki zarúr hai, ki tú Kaisar ke áge házir ho: aur, dekh, Khudá ne in sab ko, jo tere sath jaház men hain, bakhsh diyá.

25 Pas, Ai sáhibo, khátirjamą raho, kyúnki main Khudá par jatiqád rakhtá hún, ki jaisá mujh se kahá gayá, waisáhí hogá.

26 Lekin zarúr hai, ki ham tápú men já paren.

27 Jab chaudahwin rát áí, aur ham Adria ke samundar ki lahron men takrá rahe the, ádhí rát ko malláhon ne atkal kiyá, ki kisí mulk ke nazdík pahunche;

28 Tab pání kí tháh lí, aur bís pursá payá: aur thoṛí dúr baṛhke phir tháh lí, aur pandarah pursá páyá.

29 Aur is dar se, ki aisá na ho, ki chațánon par já paṛen, jaház ke píchhe se chár langar ḍálá, aur chahte the ki din ho.

30 Aur jab malláhon ne cháhá, ki jaház par se bhág jáen, aur is bahane se chhotí náo ko samundar men latkáne lage, ki goyá galahí par se langar ḍálá cháhte hain,

31 Paul ne súbadár aur sipáhíon se kahá, ki Agar ye kishtí par na rahen, to tum bach nahin sakte.

32 Tab sipáhíon ne chhoti

[blocks in formation]

kishtí kí rassí katke use bahá diya.

33 Aur din hone na páyá, ki Paul ne sab ki minuat kí, ki kuchh kháo, aur kahá, ki Aj chaudah din húe, ki tum ráh dekhte ho, aur fáqa kiyá, aur kuchh na kháyá.

34 Ab main tumhárí minnat kartá hún, ki kuchh kháo; ki is men tumharí salámatí bai: kyúnki tum men se kisí ká ek bál na bíkegá.

35 Aur yih kahke, us ne roți lí, aur un sab ke sámhne Khudá ká shukr kiyá: aur torke kháne lagá.

36 Tab we sab khátirjamą húe, aur khane lage.

37 Aur sab miláke us jaház men do sau chhihattar the.

38 Aur jab kháke ásúda húe, unhon ne ánáj ko samundar men phenkke jaház halká kiyá.

39 Aur jab din húá, unhon ne us zamín ko na pahcháná: par ek kol dekha, jis ke kináre par unhon ne cháhá, ki agar ho sake, to jaház ko chaṛhá le jáen.

40 Tab langar káṭke daryá men chhor diye, aur ádhí patwár kí rassí kholí, aur hawá ke rukh par pál chaṛháke, kináre kí taraf chale.

41 Aur ek jagah, jahán do

where two seas met, they ran the ship aground; and the forepart stuck fast, and remained unmoveable, but the hinder part was broken with the violence of the waves.

42 And the soldiers' counsel was to kill the prisoners, lest any of them should swim out, and escape.

43 But the centurion, willing to save Paul, kept them from their purpose; and commanded that they which could swim should cast themselves first into the sea, and get to land: 44 And the rest, boards, and some on broken pieces of the ship. And so it came to pass, that they escaped all safe to land.

some

on

CHAPTER XXVIII. 1. And when they were escaped, then they knew that the island was called Melita.

2 And the barbarous people shewed us no little kindness: for they kindled a fire, and received us every one, because of the present rain, and because of the cold.

3 And when Paul had gathered a bundle of sticks, and laid them on the fire, there came a viper out of the heat, and fastened on his hand.

4 And when the barbarians saw the venomous beast hang on his hand, they said among themselves, No doubt this man is a

daryá mile the, pahunchke, jaház ko zamín par dauṛádiyá; tab galabí dhakká kháke phans gaí, aur lahrou ke zor se píchhá tút gayá

42 Aur sipáhíon kí yih saláh thí, ki bandhúon ko már dálen, na ho, ki koí pairke bhág jáe.

43 Lekin súbadár ne yih cháhke, ki Paul ko bacháwe, un ko is iráde se báz rakhá, aur hukm kiyá, ki jo log pairsakte hain, pahle kúdke áp ko kináre par pahuncháwen:

44 Aur báqí, báze takhton par, aur báze jaház ke tukron par. Aur yúnhín sab ke sab salámat zamín par pahunche.

ATHAISWAN BAB. 1 Aur bach jáne ke bad unhon ne daryáft kiyá, ki us ṭápú ká nám Melite hai.

2 Aur wahan ke janglí logon ne niháyat sulúk kiyá: ki menh aur járe ke sabab ág sulgáke hamen pás buláyá.

3 Jab Paul ne lakṛí ká gaṭṭhẩ jamą karke ág men ḍálá, ek nág garmí se nikalke, us ke háth men lipat gaya.

4 Tab un janglíon ne us kire ko us ke háth men lipțá dekhke, ápas men kahá, ki Muqarrar yih shakhs khúní hai, ki agarchi sam

murderer, whom, though he hath escaped the sea, yet vengeance suffereth not to live.

5 And he shook off the beast into the fire, and felt no harm.

6 Howbeit they looked when he should have swollen or fallen down dead suddenly: but after they had looked a great while, and saw no harm come to him, they changed their minds, and said that he was a god.

7 In the same quarters were possessions of the chief man of the island, whose name was Publius; who received us, and lodg-| ed us three days courteously.

8 And it came to pass, that the father of Publius lay sick of a fever and of a bloody flux: to whom Paul entered in, and prayed, and laid his hands on him, and healed him.

9 So when this was done, others also, which had diseases in the island, came, and were healed:

10 Who also honoured us with many honours; and when we departed, they laded us with such things as were necessary.

11 And after three months we departed in a ship of Alexandria, which had wintered in the isle, whose sign was Castor and

Pollux.

12 And landing at Syracuse, we tarried there three days.

13 And from thence we fetch

[ocr errors]

undar se bach gayá, par hún* use jítá nahín chhoṛtá.

5 Aur us ne us kire ko ág meg jhaṭak diyá, aur use kuchh nuqsán na pahunchá.

6 Par we dekhte the, ki wuh súj jáegá, yá ekáek girke mar jáegá: lekin jab we der tak muntazir rahe, aur dekhá, ki us ká kuchh na bigṛrá, to kuchh aur samjhe, aur kahne lage, ki Yih ek khudá hai.

7 Aur us jagah ke nazdík Publius námí us tápú ke sardár kí zamín thí; us ne hamen apne ghar lejáke, tín din tak baṛí mihrbání se hamárí mihmání kí.

8 Aur yn húá, ki Publius ká báp tap aur áŋv lahú kí bímári se pará tha: Paul ne us ke pás jáke, duá mángí, aur us par háth rakhke use changá kiya.

9 Jab yih húa, tab jitne log us tápú men bímár the, áye, aur change húe:

10 Aur unhon ne hamári barí izzat kí; aur hamáre chalte waqt, jo kuchh hamen darkár thá, diyá.

11 Aur tín mahine bád Iskandrí jaház par, jis ká nishán Do dew bachcha thá, aur jáṛe bhar us tápá men rahá, rawána húe.

12 Aur Surak ús men langar karke, tín din rahe, aur wahan se ghúmke Rhegium men pahunche. 13 Aur ek roz bád jab dakha

* Insáf.

« 前へ次へ »