ページの画像
PDF
ePub

velled and they took knowledge kiyá; phir pahcháná, ki we sá ke of them, that they had been with Jesus.

14 And beholding the man which was healed standing with them, they could say nothing against it.

15 But when they had commanded them to go aside out of the council, they conferred among themselves,

16 Saying, What shall we do to these men? for that indeed a notable miracle hath been done by them is manifest to all them that dwell in Jerusalem; and we cannot deny it.

17 But that it spread no further among the people, let us straitly threaten them, that they speak henceforth to no man in this name.

18 And they called them, and commanded them not to speak at all nor teach in the name of

[blocks in formation]

sáth the.

[blocks in formation]

ty years old, on whom this miracle of healing was shewed. 23 ¶ And being let go, they went to their own company, and reported all that the chief priests and elders had said unto them. 24 And when they heard that, they lifted up their voice to God with one accord, and said, Lord, thou art God, which hast made heaven, and earth, and the sea, and all that in them is:

25 Who by the mouth of thy servant David hath said, Why did the heathen rage, and the people imagine vain things?

26 The kings of the earth stood up, and the rulers where gathered together against the Lord, and against his Christ.

27 For of a truth against thy holy child Jesus, whom thou hast anointed, both Herod, and Pontius Pilate, with the Gentiles, and the people of Israel, were gathered together,

28 For to do whatsoever thy hand and thy counsel determined before to be done.

29 And now, Lord, behold their threatenings: and grant and grant unto thy servants, that with all boldness they may speak thy word,

30 By stretching forth thine hand to heal; and that signs and wonders may be done by the name of thy holy child Jesus.

31 ¶ And when they had pray

gá karne men yih karámat záhir húí, chálís baras ke úpar thá. 23 Tab we chhútke apne logon ke pás gaye, aur jo kuchh sardár káhinon aur buzurgon ne un se kahá thá, bayán kiyá.

24 Jab unhon ne yih suná, to ekdil hoke Khudá ko pukárá aur kahá, ki Ai Khudáwand tálá, tú wuh Khuda hai, jis ne ásmán aur zamín, aur samundar, aur sab kuchh, jo un men hain, paidá kiyá:

25 Tú ne apne bande Dáúd kí zabání kahá, ki Ghair qaumon ne kyuu dhúm macháí, aur logon ne jhúte khiyál kiye ?

26 Khudáwand aur us ke Masih ke barkhiláf hoke, zamín ke bádsháh uthe, aur sardár báham jamą húe.

27 Sach ki is shahr men tere quddús Bete sá ke, jise tú ne Masih kiya, barkhilaf hoke Herodis aur Pontius Pilátus ghair qaumon aur Isráilíon ke sáth jamą húe,

28 Táki jis ká honá tere háth aur iráde ne áge se thará rakhá, karen.

29 Ab Ai Khudáwand, un kí dhamkíon ko dekh: aur apne bandon ko yih bakhsh, ki kamál dilerí se terá kalám sunáwen,

30 Jis waqt tú apná háth changá karne ko phailá de; aur tere quddás Bete Isá ke nám se nisháníán aur achambhe záhir hon.

31 | Aur jab we dua máng

ed, the place was shaken where they were assembled together; and they were all filled with the Holy Ghost, and they spake the the word of God with boldness.

32 And the multitude of them that believed were of one heart and of one soul: neither said any of them that ought of the things which he possessed was his own; but they had all things common.

33 And with great power gave the apostles witness of the resurrection of the Lord Jesus: and great grace was upon them all.

34 Neither was there any among them that lacked: for as many as were possessors of lands or houses sold them, and brought the prices of the things that were sold,

35 And laid them down at the apostles' feet: and distribution was made unto every man according as he had need,

36 And Joses, who by the apostles was surnamed Barnabas, (which is, being interpreted, The son of consolation,) a Levite, and of the country of Cypurs,

37 Having land, sold it, and brought the money, and laid it at the apostles' feet.

CHAPTER V.

1 But a certain man named Ananias, with Sappira his wife, sold a possession,

2 And kept back part of the

chuke, wuh makán, jahan we jamą the, hil gayá; aur sab Rúhi Quds se bhar gaye, aur Khudá ká kalám dilerí se sunáne lage.

32 Aur ímándáron kí jamáąt ek dil aur ek ján thí: aur kisá ne apne mál ko apná na kahá; balki sárí chízon men sharík the.

33 Aur rasúlon ne Khudáwand sá ke jí uthne par barí qúwat se gawáhí dí: aur un sab par bará fazl thá.

34 Koi un men muhtáj na thá: kyúnki jo log zamín o makán ke málik the, un ko bechke un ki qímat láke,

35 Rasálon ke páon par rakbte the: aur har ek ko, us ki zarúrat ke muwáfiq bánṭte the,

36 Aur Yoshah jis ká rasálon ne Barnabá, (yane nasihat ká bețá) nám rakhá, jo qaum ká Leví aur janam ká Kuprí thá,

37 Ek khet rakhtá thá, use bechke, aur us ki qímat lake, rasúlon ke páon par rakkhí.

PANCHWAN BAB.

1 Aur Hananiáh námí ek mard, aur us kí jorú Shafirá ne apní milkiyat bechí,

2 Aur qímat men se kuchh

price, his wife also being privy to it, and brought a certain part, and laid it at the apostles' feet. 3 But Peter said, Ananias, why hath Satan filled thine heart to lie to the Holy Ghost, and to keep back part of the price of

the land?

4 Whiles it remained, was it not thine own? and after it was sold, was it not in thine own power? why hast thou conceived this thing in thine heart? Thou hast not lied unto men, but unto God.

5 And Ananias hearing these words, fell down, and gave up the ghost and great fear came on all them that heard these things.

6 And the young men arose, would him up, and carried him out, and buried him.

7 And it was about the space of three hours after, when his wife, not knowing what was done, came in.

8 And Peter answered unto her, Tell me whether ye sold the land for so much? And she said, Yea, for so much.

9 Then Peter said unto her, How is it that ye have agreed together to tempt the Spirit of the Lord? behold, the feet of them which have buried thy husband are at the door, and shall carry thee out.

10 Then fell she down straight-. way at his feet, and yielded up the ghost and the young men came

rakh chhoṛá, so us kí jorú bhí jántí thí, aur kuchh láke, rasúlon ke páon par rakhá.

3 Tab Pitras ne kahá, Ai Hananiáh, kyún Shaitan tere dil men samáyá, ki Rúh i Quds se jhúth bole, aur zamín kí qímat men se kuchh rakh chhore?

4 Kyá yih jabtak tere pás thí, terí na thí? aur jab bechí gaí, tere ikhtiyár men na thí? tú ne kyún is bát ko apne dil men jagah dí? tú ádmíon se nahín, balki Khudá se jhúth bolá.

5 Yih bát suntehí, Hananich gir pará, aur us ká dam nikal gaya aur sab log in báton ko sunke niháyat ḍargaye.

6 Aur jawánon ne uṭhke use kafnáyá, aur bahar lejáke gáṛá.

7 Jab ghante tínek guzre, us kí jorú is májare se bekhabar áí.

8 Pitras ne us se kahá, Muhj se kah, kyá zamín itnehí par bechí? Us ne kahá, Hán, itne par.

9 Phir Pitras ne un se kahá, Tum ne kyún aisá kiyá, ki Ķhudáwand kí Rúh ko ázmáo? dekh, tere khasam ke gáṛnewálon ne darwáze par páon rakhá, ki tujhe bhí báhar le jáen.

10 Tab wahin us ke páon pás girke margaí: aur jawánon ne bhítar áke, use murda páyá, aur

in, and found her dead, and, carrying her forth, buried her by her husband.

11 And great fear came upon all the church, and upon as many as heard these things.

12 And by the hands of the apostles were many signs and wonders wrought among the people: (and they were all with one accord in Solomon's porch.

13 And of the rest durst no man join himself to them: but the people magnified them.

14 And believers were the more added to the Lord, multitudes both of men and women.)

15 Insomuch that they brought forth the sick into the streets, and laid them on beds and couches, that at the least the shadow of Peter passing by might overshadow some of them.

16 There came also a multitude out of the cities round about unto Jerusalem, bringing sick folks, and them which were vexed with unclean spirits: and they were healed every one.

17 Then the high priest rose up, and all they that were with him, (which is the sect of the Sadducees,) and were filled with indignation,

18 And laid their hands on the apostles, and put them in the common prison.

19 But the angel of the Lord by night opened the prison doors,

báhar lejáke, us ke ķhasam pás gárá.

11 Aur tamám kalísa, sab jinhon ne yih suná, bahut dargaye.

12 ¶ Aur rasúlon ke háth se logon ke darmiyán bahut sí nisháníán, aur karámaten záhir húín; (aur we sab Sulaimán ke barámade men ekdil the.

13 Par auron men se kisí ká hiwáo na pará, ki un meu já mile: magar log un kí taríf karte the.

14 Aur bhí aurat o mard garoh ke garoh Khudáwand par ímán láke, un men shámil hone játe the.)

15 Yahan tak, ki log bímáron ko lake, sarakon men chárpáí aur kháton par rakhte the, táki jab Pitrás áwe, un men se kisú par us ká sáya hí parjáwe.

16 Aur cháron taraf ke shahron ke log Aurshalím men jamą húe, jo bímáron ko aur un ko, jo nápák rúhon ke sataye the, láe: so sab change húe.

17 Tab sardár káhin aur us ke sab sáthí, (jo Zádúqí ke firqe ke the,) ḍáh bharke uthke,

18 Rasulon par háth ḍálá, aur qaidkhána i amm men band kiya.

19 Par rát ko Khudáwand ke firishte ne qaidkhane ke dar

« 前へ次へ »