ページの画像
PDF
ePub

fore the face of our fathers, unto the days of David;

46 Who found favour before God, and desired to find a tabernacle for the God of Jacob.

47 But Solomon built him an house.

48 Howbeit the most High dwelleth not in temples made with hands; as saith the prophet,

49 Heaven is my throne, and earth is my footstool: what house will ye build me? saith the Lord: or what is the place of my rest?

50 Hath not my hand made all these things?

51 Ye stiffnecked and uncircumcised in heart and ears, ye do always resist the Holy Ghost: as your fathers did, so do ye.

se nikál diyá, láye, aur Dáúd ke dinon tak rahá;

46 Jis par Khudá ke huzúr se fazl húá, aur us ne árzú kí, ki Yaqub ke Khuda ke wáste makán banáwe.

47 Par Sulaimán ne us ke liye makán banáyá.

48 Lekin Khudá tálá un haikalon men, jo háth se bane hain, nabín rahtá; chunánchi nabí kahta hai,

49 Ki Khudáwand farmátá hai, Asmán merá taķht, aur zamín mere páon rakhne kí chauki hai : tum mere liye kaunsá ghar banáoge? ya kaunsí jagah mere árám ki hai?

50 Kyá mere háth ne ye sab chizen nabín banáín?

51 Ai sarkasho, aur dil aur kán ke námakhtúno, tum harwaqt Rúh i Quds ká sámhná karte ho jaise tumháre báp dáde the, waise hí tum bhí ho.

52 Nabíon men se kis ko tumháre báp dádon ne na satáyá?

52 Which of the prophets have not your fathers persecuted? and they have slain them which shew-balki unhon ne Us Rástbáz ke

ed before of the coming of the Just One; of whom ye have been now the betrayers and murderers:

53 Who have received the law by the disposition of angels, and have not kept it.

54 When they heard these things, they were cut to the heart, and they gnashed on him with their teeth.

55 But he, being full of the Holy Ghost, looked up stedfastly into heaven, and saw the glory

áne ke khabardenewalon ko qatl kiyá; jis ke ab tum pakaṛwánewále aur khúní húe :

53 Tum ne firishton kí jamáąt ke sámhne shariyat páí, par amal men na láye.

54 We ye baten sunte hí, jí men kat gaye, aur us par dánt písne lage.

55 Par wuh Rúhi Quds se bhará, ásmán kí taraf dekh rahá thá, ki Ķhudá ká jalál, aur sá

of God, and Jesus standing on the right hand of God,

56 And said, Behold, I see the heavens opened, and the Son of man standing on the right hand of God.

57 Then they cried out with a loud voice, and stopped their ears, and ran upon him with one accord,

58 And cast him out of the city, and stoned him: and the witnesses laid down their clothes at a young man's feet, whose name was Saul.

59 And they stoned Stephen, calling upon God, and saying, Lord Jesus, receive my spirit.

60 And he kneeled down, and cried with a loud voice, Lord, lay not this sin to their charge. And when he had said this, he fell asleep.

CHAPTER VIII.

1 And Saul was consenting unto his death. And at that time there was a great persecution against the church which was at Jerusalem; and they were all scattered abroad throughout the regions of Judea and Samaria, except the apostles.

2 And devout men carried Stephen to his burial, and made great lamentation over him.

3 As for Saul, he made havock of the church, entering into every house, and haling men and women, committed them to prison.

ko Khudá ke dahne háth khará dekhá,

56 Aur kahá, Dekho, main ásmán ko khulá, aur ádmí ke Bete ko Khudá ke dahne háth khará dekhtá hún.

57 Tab unhon ne bare zor se chilláke, apne kán band kiye, aur ek dil hoke us par lapke,

58 Aur shahr ke bahar nikálke, us par pathráo kiyá: aur gawáhon ne apne kapre Saul námí ek jawán ke páon pás rakh diye.

59 Aur jab we Stephan par pathráo karte the, us ne dua mángke kahá, Ai Khudáwand Įsá, merí rúh ko qabul kar.

60 Phir wuh ghutne tekkar, zor se pukárá, ki Ai Khudáwand, yih gunáh un par sábit na kar, aur yih kahke sogayá.

ATHWAN BAB.

1 Aur Saul us ke qatl se khush húá. Aur us waqt Kalise par Aurshalím men bará zulm húá; aur rasulon ke siwá, Yahudiya, aur Sámariya kí har jagah men sab tithar bithar hogaye.

2 Aur Khudáparaston ne Stephan ká kafan dafan kiyá, aur us par baṛá mátam kiyá.

3 Aur Saul Kalíse ko tabáh kartá, kartá, ki ghar ghar ghuske, mardon aur auraton ko ghasítkar, qaid men ḍáltá thá.

4 Therefore they that were scattered abroad went every where preaching the word.

5 Then Philip went down to

4 Pas we, jo chhitar bitar húe the, har jagah jáke kalám kí khushkhabarí dete the.

5 Aur Filip Sámariya ke ek

the city of Samaria, and preach-shahr men jáke, un ke áge Masíh

ed Christ unto them.

6 And the people with one accord gave heed unto those things which Philip spake, hearing and seeing the miracles which he did.

7 For unclean spirits, crying with loud voice, came out of many that were possessed with them: and many taken with palsies, and that were lame, were healed.

8 And there was great joy in that city.

9 But there was a certain man, called Simon, which before time in the same city used sorcery, and bewitched the people of Samaria, giving out that himself was some great one:

10 To whom they all gave heed, from the least to the greatest, saying, This man is the great power of God.

11 And to him they had regard, because that of long time he had bewitched them with sorceries.

12 But when they believed Philip preaching the things concerning the kingdom of God, and the name of Jesus Christ, they were baptized, both men and women.

13 Then Simon himself believed also: and when he was baptized, he continued with Philip, and wondered, beholding the miracles and signs which were done.

kí manádi kartá thá.

6 Aur logon ne un karámaton ko, jo Filip kartá thá, sunke aur dekhke, ekdil hokar us kí báton par jí lagáyá.

7 Kyánki nápák rúhen bahuton se, jin par charhí thín, bari áwáz se chilláke utar gain: aur bahut jholá máre húe, aur langre change hue.

8 Aur us shahr men barí khushí húí.

9 Us ke áge us shahr men Shamún námí ek shakhs jádúgarí kartá, aur Sámariya ke logon ko dang rakhtá, aur yih kahtá thá ki Main kuchh hún:

10 Aur chhote se bare tak, sab us ki taraf rujú lake, kahte the, ki Yih Khudá kí barí qudrat hai.

11 So is sabab us kí taraf rujú láye, ki us ne ek muddat se apní jádúgarí se unhen dang karrakhá thá.

12 Filip kí báton ka yaqin kiyá, jo Khudá kí bádsháhat, aur sá Masih ke nám kí khush khabarí detá thá, to kyá aurat, kyá mard baptismá páne lage.

13 Tab Shaman bhí ímán láyá : aur baptismá páke hamesha Filip ke sath rahá, aur baṛí barí nisháníán, aur karámaten, jo záhir hotí thín, dekhke dang húá.

14¶ Now when the apostles which were at Jerusalem heard that Samaria had received the word of God, they sent unto them Peter and John:

15 Who, when they were come down, prayed for them, that they might receive the Holy Ghost:

16 (For as yet he was fallen upon none of them: only they were baptized in the name of the Lord Jesus.)

17 Then laid they their hands on them, and they received the Holy Ghost.

18 And when Simon saw that through laying on of the apostles' hands the Holy Ghost was given, he offered them money, 19 Saying, Give me also this power, that on whomsoever I lay hands, he may receive the Holy Ghost.

20 But Peter said unto him, Thy money perish with thee, because thou hast thought that the gift of God may be purchased with money,

21 Thou hast neither part nor lot in this matter: for thy heart is not right in the sight of God. 22 Repent therefore of this thy wickedness, and pray God, if perhaps the thought of thine heart may be forgiven thee.

23 For I perceive that thou art in the gall of bitterness, and in the bond of iniquity.

24 Then answered Simon, and said, Pray ye to the Lord for me, that none of these things

[blocks in formation]

20 Pitras ne use kahá, Terá rúpiya tere sath barbád ho, isliye ki tú ne khiyál kiyá, kí Ķhudá kí bakhshish rúpiya se hásil hotí hai.

21 Terí is bát men na hissa hai, na bakhrá: Kyúnki terá dil Khudá ke áge sídhá nahín.

22 Pas apní is sharárat se tauba kar, aur Khudá se máng; shayad tere dil ká yih khiyál muáf ho.

23 Isliye ki main dekhtá hún, ki tú pit ki kaṛwáhat, aur badí ke band men giriftár hai.

24 Shamún jawab men kahá, Tum mere liye Khudáwand se duá mángo, ki jo báten tum ne

which ye have spoken come upon

me.

25 And they, when they had testified and preached the word of the Lord, returned to Jerusalem, and preached the gospel in many villages of the Samaritans.

26 ¶ And the angel of the Lord spake unto Philip, saying, Arise, and go toward the south, unto the way that goeth down from Jerusalem unto Gaza, which is desert.

27 And he arose and went: and, behold, a man of Ethiopia, an eunuch of great authority under Candace queen of the Ethiopians, who had the charge of all her treasure, and had come to Jerusalem for to worship,

28 Was returning, and sitting in his chariot, read Esaias the prophet.

29 Then the Spirit said unto Philip, Go near, and join thyself to this chariot.

30 And Philip ran thither to him, and heard him read the prophet Esaias, and said, Understandest thou what thou readest?

31 And he said, How can I, except some man should guide me? and he desired Philip that he would come up and sit with him.

32 The place of the Scripture which he read was this, He was led as a sheep to the slaughter; and like a lamb dumb before his

[ocr errors]

kahin, un men se koi mujh par na áwe.

25 Phir we gawáhí deke, Khudáwand ká kalám sunáke, Aurshalím ko phire, aur Sámaríon kí bahut si bastion men khushkhabarí dí.

26 ¶ Tab Khudáwand ke firishte ne Filip se kahá, ki Uth, aur dakhin taraf us ráh par já, jo Aurshalím se Gázá ko, jo jangal hai, játí.

27 Wuh uthke rawána húá: aur dekho, ek Habshí khojá, Habsh kí Begam Kandákí ká wazír, jo us ke sáre khazáne ká mukhtár thá, aur Aurshalím men bandagi ko áyá thá,

28 Phirá játá thá, aur apne rath par baiṭhá, Ashạiyá nabí parh rahá thá

29 Rúh ne Filip se kahá; Nazdík já, aur us rath ke sáth ho le.

30 Tab Filip ne us taraf dauṛke, use Ashaiyá Nabí ko parhte suná, aur kahá, Kyá jo kuchh tú parhtá hai, samajhtá hai?

31 Us ne kahá, Yih kis tarah ho sake, jab tak koi mujhe ráh na batáwe? Tab us ne Filip se darkhwást kí, ki mere sath sawár ho le.

32 Us kitáb kí įbárat, jo wuh parhtá thá, yih hai, ki Wuh jaise bher zabh karne ko lejáte hain, aur jaise bara, jo apne bál katar

« 前へ次へ »