ページの画像
PDF
ePub

23 And when they had laid many stripes upon them, they cast them into prison, charging the jailor to keep them safely:

24 Who, having received such a charge, thrust them into the inner prison, and made their feet fast in the stocks. 25 And at midnight Paul and Silas prayed, and sang praises unto God and the prisoners heard them.

26 And suddenly there was a great earthquake, so that the foundations of the prison were shaken: and immediately all the doors were opened, and every one's bands were loosed.

27 And the keeper of the prison awaking out of his sleep, and seeing the prison doors open, he drew out his sword, and would have killed himself, supposing that the prisoners had been fled.

28 But Paul cried with a loud voice, saying, Do thyself no harm for we are all here.

:

23 Aur unhen bahut márke, qaid men dálá, aur qaidķháne ke dárogha se tákíd kí, ki baṛí hoshyárí se un ki khabardárí kar.

24 Us ne aisá hukm páke, unhen andar ke qaidķháne men dálá, aur un ke páon káṭh men diye.

25 ¶ Adhí rát ko Paul aur Silas dua mángte, aur Khudá kí taríf men gít gáte the: aur bandhúe unhen sunte.

26 Ekbárgí bará bhúmchál áyá, aisá ki qaidķháne kí neo tak hil gaí: aur jhaṭ sab darwáze khul gaye, aur sab kí beṛíán gir gaín.

27 Aur qaidkhane ká dárogha jág uthá, aur jab qaidkháne ke darwáze khule dekhe, to yih samajhke ki bandhúe bhág gaye, talwár khenchke cháhá, ki áp ko márdále.

28 Tab Paul ne zor se pukárke kahá, Ap ko nuqsán mat pahunchá: kyúnki ham sab yahan maujúd hain.

29 Then he called for a light 29 Tab wuh chirágh mangwáke and sprang in, and came trembling, and fell down before Paul and Silas,

30 And brought them out, and said, Sirs, what must I do to be saved?

31 And they said, Believe on the Lord Jesus Christ, and thou shalt be saved, and thy house.

bhítar daurá, aur kámptá háá Paul aur Silas ke páon par girá,

30 Aur unhen báhar láke kahá, Sáhibo, main kyá karán, ki naját páún?

31 Unhon ne kahá, ki Khudáwand sá Masih par ímán lá, ki tú aur terá gharáná naját páwegá.

32 And they spake unto him the word of the Lord, and to all that were in his house.

33 And he took them the same hour of the night, and washed their stripes; and was baptized, he and all his, straightway.

34 And when he had brought them into his house, he set meat before them, and rejoiced, believing in God with all his house.

35 And when it was day, the magistrates sent the serjeants, saying, Let those men go,

36 And the keeper of the prison told this saying to Paul, The magistrates have sent to let you go now therefore depart, and go in peace.

37 But Paul said unto them, They have beaten us openly uncondemned, being Romans, and have cast us into prison; and now do they thrust us out privily? nay verily; but let them come themselves and fetch us out.

38 And the serjeants told these words unto the magistrates: and they feared, when they heard that they were Romans.

39 And they came and besought them, and brought them out, and desired them to depart out of the city.

40 And they went out of the prison, and entered into the house of Lydia and when they had seen the brethren, they comforted them, and departed.

:

32 Tab unhon ne us ko, aur sab ko, jo us ke ghar men the, Khudáwand ká kalám sunáyá.

33 Aur us ne usi dam rất ko unhen leke, un ke zakhm dhoe; aur us ne, aur sab ne, jo us ke the, usi waqt háptismá páyá.

34 Aur unhen apne ghar láke, un ke sámhne dastarkhwán bíchháyá, aur us ne apne tamam ghar samet Khudá par ímán láke, khushí kí.

35 Jab din húá, sardáron ne piyádon se kahlá bhejá, ki Un ádmíon ko chhor de.

36 Tab qaidkhane ke darogha ne Paul ko is bát kí khabar dí, ki sardáron ne kahlá bhejá, ki tumhen chhorden: pas ab nikalke alamat chale jáo.

37 Paul ne un se kahá, ki Unhon ne hamen, jo Rámí hain, begunáh sábit kiye, logon ke sámhne bet márke qaid men dálá; aur ab ham ko chupke nikálte hain? aisá na hogá; balki we áp áke hamen nikál lechalen. 38 Tab piyádon ne ye báten sardáron ko sunáín: jab unhon ne suná ki Rúmí hain, ḍargaye.

39 Aur áke unhen manáyá, aur bábar láke, darkhwást kí, ki shahr se chale jáen.

40 Tab we qaid se nikalke Ludia ke yahan gaye: aur bháíon ko dekhke unhen dilásá diyá, aur rawána húe.

CHAPTER XVII.

1 Now when they had passed through Amphipolis and Apollonia, they came to Thessalonica, where was a synagogue of the

Jews:

2 And Paul, as his manner was, went in unto them, and three sabbath days reasoned with them out of the scriptures,

3 Opening and alledging, that Christ must needs have suffered, and risen again from the dead; and that this Jesus, whom I preach unto you, is Christ.

4 And some of them believed, and consorted with Paul and Silas; and of the devout Greeks a great multitude, and of the chief women not a few.

5 But the Jews which beleived not, moved with envy, took • unto them certain lewd fellows of the baser sort, and gathered a company, and set all the city on on an uproar, and assaulted the house of Jason, and sought to bring them out to the people.

6 And when they had found them not, they drew Jason and certain brethren unto the rulers of the city, crying, These that have turned the world upside down are come hither also; 7 Whom Jason hath received: and these all do contrary to the decrees of Cesar, saying that there is another king, one Jesus.

8 And they troubled the peo

SATARAHWAN BAB.

1 Tab we Amfipolis o Apollonia se guzarke, Thessalonika men, jaháŋ Yahúdíon ká ek i̟bádatķhána thá, áye:

2 Aur Paul apne dastúr par un ke bích gayá, aur tín sabt un se kholke aur sábit karke kitábon se bayán kiyá,

3 Ki zarár tha ki Masih dukh utháwe, aur murdon men se jí uthe; aur yih sá, jis kí main manádí kartá hún, wahi Masih hai.

4 Tab un men se bazon ne mánliyá, aur Paul aur Silas ke sharík húe; aur Khudáparast Yúnáníon kí baṛí jamáạt, aur bahuterí ashraf auraten bhí.

5 Par jin Yahúdíon ne na máná, dáh ke sabab, bázár ke kaí ek luchchon ko apne sáth leke, bhír lagake shahr men hangáma kiya, aur Jason ká ghar gherke unhen dhúndhá, ki logon ke sámhne khench lawen.

6 Aur jab unhen na páyá, to Jason aur kaí bháíon ko shahr ke sardáron pás yúp chilláte húe, khench laye, ki Ye shaķhs, jinhon ne jahán ko ulat diyá, yáhán bhí áye hain;

7 Un kí mihmání Jason ne ki: aur we sab Kaisar ke hukmon ki barkhilafi karke, kahte hain, ki ek dúsrá bádshah hai, yane Psá.

8 So unhon ne logon, aur

ple and the rulers of the city, when they heard these things.

9 And when they had taken security of Jason, and of the other, they let them go.

10 And the brethren immediately sent away Paul and Silas by night unto Berea: who coming thither went into the synagogue of the Jews.

11 These were more noble than those in Thessalonica, in that they received the word with all readiness of mind, and searched the Scriptures daily, whether those things were so.

12 Therefore many of them believed; also of honorable women, which were Greeks, and of men, not a few.

13 But when the Jews of Thessalonica had knowledge that that the word of God was preached of Paul at Berea, they came thither also, and stirred the people.

up

14 And then immediately the brethren sent away Paul to go as it were to the sea: but Silas and Timotheus abode there still. 15 And they that conducted Paul brought him unto Athens: and receiving a commandment unto Sílas and Timotheus for to come to him with all speed, they departed.

16 Now while Paul waited for them at Athens, his spirit was stirred in him, when he saw the city wholly given to idolatry.

17 Therefore disputed he in

shahr ke sardáron ko, jab unhon ne yih suná, ghabrá diyá.

9 Tab unhon ne Jason aur báqíon se zámin leke chhoṛdiyá.

10 Lekin bháíon ne usí dam rátonrát Paul aur Silas ko, Berea shahr men bhej diyá : we wahan pahunchke, Yahúdíon ke ibádatkhane men gaye.

11 Yahan ke log Thessaloníkion se nekzát the; unhon ne bare shauq se kalám ko qabúl kiyá, aur roz roz kitábon men dhúnḍhte rahe, ki ye baten yúnhín hain, yá nahin.

12 Is wáste bahutere un men se ímán láye, aur bahut se Yúnání sharif auraten aur mard bhí.

13 Jab Thessalonika ke Yahúdíon ne jáná, ki Paul Khudáwand ká kalám Berea men bhí sunátá. hai, to wahán bhí áye, ki logon ko ubháren.

14 Tab bháíon ne usí dam Paul ko rukhsat kiyá, ki sammundar ki taraf jáe: lekin Silas aur Timotheus wahin rahe.

15 Aur we, jo Paul ko ráh dikháte the, use Athene tak láye: aur Silas aur Timotheus ke liye hukm leke, ki jis tarah ho sake, jald us ke pás áwen, rawána húe.

16¶ Aur jis waqt Paul Athene men un kí ráh taktá thá, jab us ne dekha, ki yih shahr buton se bhará hai, to us ká jí jal gayá. 17 Is liye wuh jbádatķháne

the synagogue with the Jews, and with the devout persons, and in the market daily with them that met with him.

18 Then certain philosophers of the Epicureans, and of the Stoicks, encountered him. And some said, What will this babbler say ? other some, He seemeth to be a setter forth of strange gods: because he preached unto them Jesus, and the resurrection.

men Yahúdíon aur Khudáparaston se, aur bázár men un se, jo roz use milte the, guftgú kartá thá.

18 Tab kaí Epikurí aur Stoikí alim us se bahsne lage, aur bazon ne kahá, Yih bakwásí kyá kahá chahta hai? auron ne kahá, Yih naye dewton kí khabar denewálá málám paṛtá hai: is liye ki wuh unhen sá aur qiyámat kí khushkhabarí detá thá.

19 And they took him, and brought him unto Areopagus, saying, May we know what this new doctrine, whereof thou speak-tálím, jo detá hai, kya? est, is?

19 Tab we pakarke Areopagus par legaye, aur kahá, Hamen málúm ho sakta hai, ki yih naí

we

20 For thou bringest certain strange things to our ears: would know therefore what these things mean.

21 (For all the Athenians and strangers which were there spent their time in nothing else, but either to tell, or to hear some new thing.)

22 Then Paul stood in the midst of Mars hill, and said, Ye men of Athens, I perceive that in all things ye are too superstitious.

23 For as I passed by, and beheld your devotions, I found an altar with this inscription, TO THE UNKNOWN GOD: Whom therefore ye ignorantly worship, him declare I unto you.

24 God that made the world and all things therein, seeing that he

20 Kyunki hamáre kán men anokhí báten pahunchátá hai: so ham jáná chahte hain, ki un se kya gharaz hai.

21 (Is wáste ki sáre Athení, aur musáfir, jo wahán já rahe the, apní fursat ka waqt, siwá naí bát kahne aur sunne ke, nahín ganwáte the.)

22 Tab Paul Areopagus ke bích men khará hoke bolá, Ai Athení, main tum ko har súrat se dewton ke bare pújnewále dekhtá hún.

23 Kyúnki main ne phirte, aur un par, jinhen tum pújte ho, nazar karte hue, ek bedí páí, jis par yih likhá thá, ki NAMALUM KHUDA KE LIYE. Pas jis ko tum be malám kiye pújte ho, main tum ko isí kí khabar detá hún. 24 Wuh Khudá, jis ne dunyá aur sab kuchh jo us meu hain,

« 前へ次へ »